03-26-2006, 12:11 PM
[color=Black][SIZE=3][FONT=Comic Sans MS]
Duniya ka sab say nasheyb mukam jo kay 417 meters (1,373 feet) satah-e-sumander say neechay hay... Wahid mukam jahan iskadar mikdar may madniyaat-o-namakiyat murtakiz hain kay is kay pani may kuch bhi zinda nahi rahta, magar is ki kali mitti may shifa hay... Jahan Madniyaat-o-namkiyat ka ye murakab jo bohat si bimariyun ki shifa ka bais bana wahan ye bhi hakikat hay kay iski isi fitrat ki waja say is may kuch bhi doobta nahi, siraf tairta hay... Yun samajh lijie kay kisi aur Kainat ka naqaashi-kuchak hamaray is saiyaray par, aur yahan is jesa dosara nahi.... Saal kay 360 dino may say 330 din is par suraj karakta hay. Sadhi-dar- sadhi is ki khasoosiyaat kay charchay aam hain...
Isko kahtay hain ''amaan ka samandar'' Israel aur Jordan ko milata howa