12-06-2010, 10:12 AM
Apno ko chor k bohat dur nikal gaya,
zindagi k ik mor pe,
ik baar aisa ulgha,
keh,
yun laga jaisay,
rehai mumkin nahi,
meri sub taqdeeron ne,
tadbeeeron ne,
saath chora,
tanha sa kar diya
kya dekhta hun ik jaanib,
ik kirn dekhai deti ha,
taizi se yun aa rahi the keh,
meray charon jaanib usi lamha ujaala sa ho ho gaya,
main ne poocha,
tu kon ha?
bari shafqat se boli,
maa ki dua
MISS MY MAMA
zindagi k ik mor pe,
ik baar aisa ulgha,
keh,
yun laga jaisay,
rehai mumkin nahi,
meri sub taqdeeron ne,
tadbeeeron ne,
saath chora,
tanha sa kar diya
kya dekhta hun ik jaanib,
ik kirn dekhai deti ha,
taizi se yun aa rahi the keh,
meray charon jaanib usi lamha ujaala sa ho ho gaya,
main ne poocha,
tu kon ha?
bari shafqat se boli,
maa ki dua
MISS MY MAMA