12-03-2007, 01:54 PM
titliyoon ka mosam main noochna gulaboon ka
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai
daikh kar parindoon ko baandhna nishanoon ka
reet iss nagar ke hai aur jana kab sa hai
[INDENT]shahar ka yeh bashinda, nafratoon ko boo kar bhi
intizaar karta hain , fasal ho mohabbat kee
bhool kar hakeekat ko, dhoondna suraboon ka
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai [/INDENT]tum abhee naya ho na, isee liya parashaan ho
aasmaan kee janib, iss tarha mat dakhooo
aaftain jab aani hoon, tootna sitaroon ka

[INDENT]khamooshi mara shawa, guftagoo hunar un ka
mari ba-gunahi ko looog kasa manain gay
baat baat par maangna jawaboon kaa
reet iss nagar kee hai aur jana kab sa hai [/INDENT]
Ajnabi fizayoon main, Ajnabi musafir sa
apna har tayalluq ko daimee bana lana
bicharna jab uss ka too maangna duayoon ka
reet iss nagar ka hai aur jana kab sa hai.