10-30-2012, 02:12 PM
hahaha hay ni main marjawan gur khake :p "sinf-e-nazul" sun ne kitna acha lagta hai lolzzzz kia tareef hai wah wah.....kehne ko to larkiyan kabil e tareef hi hoti hai....ghar ko jannat wohi banati hai....husn-e-saluk unii sey sikha jata hai...kam karne mein koi harj nahi lekin tarikey se kaha jaye to better hota hai :p
*S.K* Wrote:wesey bari chalaki hai ye bhi larkio ki wesey mard k shana bashana kharey honey ka dawa kerti hain lekin jahan kam kerna parey ya koi favor chaihiye ho tu sinf-e-nazuk ban jati hain.
My first & last luv is ALLAH SWT & his beloved SAWW