05-25-2011, 06:15 AM
Basit Wrote:I asked you to contact me on Yahoo and Facebook where have you been Mr. Bean ???
app ko pata hai k English buhat kam samajh main ati hai mujhay ... khair yeh jo likha yeh samajh main agay ahi .. app nai to 2,3 baar phone ka bhi kaha par baat nahi ki .. Yahoo aur Face Book main dono hi use nahi karta ab app chahain to PM main hi baat karlain ..
main to yahin hon Basit Bhai ... ap k samnay hi hain :chips buss kam kam ata hon ... kiyon k dosra forum par hota hon wahin full active hon .. aur apko bura nahi lagay ga main janta hon kiyon k ap achay dil k hain aur Sab ki apni Marzi hai jahan uska dil lagay wahin rehna pasand karta hai na
