03-26-2006, 11:46 AM
[color=Black][SIZE=3][FONT=Comic Sans MS]Wo saang-tarash tha sar-e-rah say ek pathar utha laya aur bekhudi may mohabat ko Khuda banaya...
Wo narm lafzoon ki bhatti may pathar ko jhoonkta tha... aur kabhi sard lahjaoon ko pathar pay dolta tha. Wo din bhar sajday may sar ko pathar pay marta tha, baray pyar say pathar ko tarashta tha aur jab kuch na baan para to raatoon ko uth uth kar... pathar ko hath may liye, lakiron ko kaatah tha. Ye sach hay kay... Saang-tarash to dewana tha, patharon say oska porana ashikana tha... par hai, wakt ki rawani may saang-tarash pista gia hirani may...
Nafrat ka asool hay kay mohabat ka wasool hay