03-22-2006, 11:09 AM
[FONT="Comic Sans MS"][size=3][color=Black]...Bohat khubsurat Mar.marin jism ka aik mahil tha yahan Badsha Salamat Dil Naz ki hakomat thi aur aik Danish Darbaan tha jo mahal ka pasbaan tha.
Bohat say mulk.on kay sefarat ka.ron ka mahil may ana jana laga rehta tha... Badsha Salamat Dil Naz kay khaloos, ikhlaq aur mahiz.bani ki masalain duniya bhar may mashoor ho.in aur in kha.susiyat kay mubadil bohat say tofay tahaif kay silsalay Mar.marin jism kay mahil ki khobsurati aur fardiyat ko sajanay aur lubahanay lagay. Tahaif may sab say zada tasaweer ki shumari thi, jis say Mar.marin jism kay mahil kay dar-o-dewaar saja kartay thay.
Danish Darbaan, Mar.marin jism kay mahal ka khandani wafadar tha. Mahil ki hifazat ka zimah yani is ka awal.in farz tha, jesay wo ba.khoobi nibhata aya tha. Lakin ye shandar tofay tahif ka silsalah, sefarat ka.ron ka ana jana osay din raat parishaan karnay laga. Wo is tarhan kay kahin, kisi rooz lotay.roon ki nazar-e-bad Mar.marin jism kay mahil ko laag nah jai aur wo isay lootnay ki sazish.ain bana.in. Aain mumkin tha kay lootaray atay aur loot-maar may Mar.marin jism kay mahil ki dar-o-dewaar ko choo kay jatay, achu.tay jism par nishaan laag jatay. So Danish Darbaan nay hifazati ta.dabeer akhtiyar kartay howay sari tasaweer Mar.marin jism kay mahil ki diwaroon say utar kar, unhain tah.khanay ki bharakti aag ma jhonk dia. Danish.mandi ka to, yahi takaza tha..
Bila.shuba Danish Darbaan bohat hak.eem tha, magar os ka ye faisal.ah do-dhari talwar tha. Badsha Salamat Dil Naz ko is ki khabar hoi, be.shak unhain Danish Darbaan kay faisalay par pora etimaad tha lakin unhain is zi.aah ka bohat sadma bhi pohancha. Badsha Salamat Dil Naz kay liye ye tofay, goya tamga-e-aizaz aur tasaweer khubsurat yadain thin. Wo bohat khamosh kamosh rahnay lagay. Har naye pegaam-e-mulakat ko mul.tavi kartay rahay aur ahista ahista ake.lay.pan ka roog unhain andar hi andar khanay laga. Aur jo khuch bhi howa jesa bhi hota chala gaya, wo kesay na hota? Akhir ye tofay aur tasaweer Mar.marin jism kay mahil ki zeenat thay, ro.nak thay aur khatra bhi