01-24-2008, 12:30 PM
jab say us nay shahar ko chora har rasta sun_san hua
apana kya hai saare shahar ka ik jaisa nukasan hua
meray haal pay hairat kaisi dard kay tanha mausam main
patthar bhi ro partay hain insan to phir insan hua_