09-17-2011, 01:07 PM
(This post was last modified: 09-17-2011, 01:13 PM by Queen Victoria.)
Assalam o Allaikum
Umeed hai Allah taaala k fazal o karam say ap sab bakhariat o affiyat hon gay.
Jesa k aap sab janty hain kay Ramzan ul maubarik kay ba barkat mahinay k doran UrduWorld forum per Muqabila e Sana khuwani aur Muqabila e Naat Khuwani ka ahtmam kia gaya jis main aap sab ki shirkat nay isay baronaq banaya.
Urduworld intizamia un tamam arakeen ki mashkoor hai jinhon nay is muqabilay mains hirkat ki saadat hasil ki. Allah talla say dua go hain kay wo hum sab ki in kawsihaat ko qabool o manzoor fermaye. Amen
Ab marhala hai in muqabilaon k nataij k elaan ka.
I ssilsilay ki thori si tafseel paish e khidmat hai.
Jin tamam arakeen nay in muqabilon main his alia, unhoon nay ani audio recordings hamain bazariya Email bhijin. Tama recording wasool honay k baad hamary judges panel nay jo 5 arakeen per mushtamil tha (Queen Victoria, Creative Sign, WorThless, Adeel, *Muskaan*) in recording ko baghor suna aur marking ki.
Sab nay mukamal gher janibdari say apnay nitaij paish kiye jin ki majmo'ee shakal samnay anay per aaj in muqabilon k jo nitaij samnay hain wo ap say ki khidmat main paish hain.
UrduWorld forums ki janib say dono muqabilon k liye jin infiradi inamaat ka elaan kia gaya tha wo ye hain..
In inamamt ko jeetnay walay arakeen k naam ye hain
Aap sab sahibaan ko UrduWorld forums aur intizamia ki janib say bohat mubarikbaad
Hum umeed karty hain kay aind abhi aap aisay muqabilon main shirkat fermain gay .
Aap sab Tak inami raqoom jald as jald ponhcha di jain gi, mazeed tafseelaat k liye aap say bazariya Pm rabta kia jaye ga.
Hum umeed karty hain kay UrduWorld forums k ye kawish aap sab ko pasand aie ho gai
Shukria
wasalam[/COLOR]

Muqabila e Sana Khuwani
Awal Inam = 10000 Pk Rs
Doyam Inam = 7000 Pk Rs
Soyam Inam = 4000 Pk Rs
Muqabila e Naat Khuwani

[COLOR="#800080"]
Awal Inam = 10000 Pk Rs------ softvoice (Ather Ali from Karachi)
Doyam Inam = 7000 Pk Rs------Ahmed _Ali (Ahmed Ali from Lahore)
Soyam Inam = 4000 Pk Rs------.Sumair Mahmood (summair Mahmood from
Bahawlpoor).

[COLOR="#800080"]Awal Inam = 10000 Pk Rs------ softvoice (Ather Ali from Karachi)
Doyam Inam = 7000 Pk Rs------ saifikhan (Safi ullah khan from Sialkot)
Soyam Inam = 4000 Pk Rs------ Ahmed _Ali (Ahmed Ali from Lahore)
[/COLOR][COLOR="#800080"]Awal Inam = 10000 Pk Rs------ softvoice (Ather Ali from Karachi)