It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Sard Rutt Ki Aamad Per...! within the withlove forums, part of the Urdu Poetry by Poets of HallaGulla category; Raat bhar jagao gay aanay wali rutt main bhi kitna yaad aao gay aanay wali rutt main bhi yaad ki ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
![]() Raat bhar jagao gay aanay wali rutt main bhi kitna yaad aao gay aanay wali rutt main bhi yaad ki parchaiyo'n se jhaanknay walay suno! aankh to chalkao gay aanay wali rutt main bhi soch ke dareecho'n ko khushboo sung khol ke dard ko mehkao gay aanay wali rutt main bhi sard sard raato'n main hum ko manind-e-aatish phir se sulgao gay aanay wali rutt main bhi janay wali rutt ke khawab ger lahoo rulayen gay phir se kyun sajao gay aanay wali rutt main bhi? dard ke mafhoom se aagah to kiya leiken dard ban jao gay aanay wali rutt main bhi mere shanoo'n ne sehay aankh ke aansoo tere kaisay bhool pao gay aanay wali rutt main bhi shayer janay gi mujhe nadaan ye dunia meri aur tum likhwao gay aanay wali rutt main bhi geelay kaghiz se bani wafa to nazuk kashti hai kaisay paar lagao gay aanay wali rutt main bhi ishq to hua leiken jakray hai kuch majboori bhi baat yehi dohrao gay aanay wali rutt main bhi utar ke aks yaad ke ashk bhari nigaho'n main mujhko phir dafnao gay aanay wali rutt main bhi dekh choott jayen gi zindagi ki sab saanse'n tum jo chor jao gay aanay wali rutt main bhi hum ke ker guzre'n gay jaantay to tum bhi ho phir bhi aazmao gay aanay wali rutt main bhi sukh ke choott jayen gay usi ki yaad aatay hi dard ke bulao gay aanay wali rutt main bhi hijr ko keren gay wo umer kuch aur aataa wasl maat kaho gay aanay wali rutt main bhi janay wali rutt ke sung jaa'n se hum jayen gay tum to aa na pao gay aanay wali rutt main bhi hatheliyo'n ke beechon beech lakeer-e-wafa khurch do warna haath jalao gay aanay wali rutt main bhi main ke intazar ke keron ga sab diye roshan aur tum bujhao gay aanay wali rutt main bhi hum ke iss aas main bulao gay humen kabhi tum ke na bulao gay aanay wali rutt main bhi mehv dil se kero do gay shabnami wado'n ko tum haan tum bhulao gay aanay wali rutt main bhi main ke ishq ka mujrim kaisay bakhsh dalo gay sung to uthao gay aanay wali rutt main bhi mohabbate'n barhanay ka ajab sa ye andaaz hai faaslay barhao gay aanay wali rutt main bhi tum se mitt na paye ga ye alag baat warna naam to mitao gay aanay wali rutt main bhi mere salook dekh dekh hawa ye mujh se keh gayee tum fareb khao gay aanay wali rutt main bhi tum bin muskuranay ke jo ehad yaad aaye'n gay mujh ko phir rulao gay aanay wali rutt main bhi main ne laakh poocha tha jana kyun zaroori hai ? tum ke na batao gay aanay wali rutt main bhi hum ke zard rung ke bujhay bujhay se phool hein khushboo tum kehlao gay aanay wali rutt main bhi lahoo sung behtay huye dardo! puranay yaar ho saath tum nibhao gay aanay wali rutt main bhi kya samajh rakha hai mujh ko itna bewafa !! mujh ko tanha pao gay aanay wali rutt main bhi
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
3 BOHAT KHOOB DEAR 3
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE................ ..![]()
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#6
| |||||
| |||||
| Very nice thanks for sharing
__________________ Assalam-u-Alaikum ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#8
| |||||
| |||||
| Bohat Hi Umddaa Bohat Hi Kamal |
|
#9
| |||||
| |||||
| Very Nice Thanks for sharing
__________________ |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| sard, rutt, aamad, per |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| En sard ratoon main | Adhuraa | Nazam | 13 | 12-19-2007 09:22 AM |
| Sard Raatein... | Hafsa... | Nazam | 12 | 12-11-2007 08:05 AM |
| Bara hi sard lamha tha..... | chilli_milli | Urdu Poet Club | 10 | 10-21-2007 02:39 AM |
| !!~ AiSsi Hii Sard Shaam Thi Wo Bhe ~!! | ~ HijR ~ | Nazam | 8 | 10-14-2007 08:19 AM |
| Sard Sham | lonely_Momi | |||