It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Apni Awaz Suna ke jo wo jaan-e-ghazal gayee...! within the withlove forums, part of the Urdu Poetry by Poets of HallaGulla category; Apni aawaz suna ke jo wo jaan-e-ghazal gayee aisa laga ke jaisay dunia hi badal gayee aisa laga ke sab ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Apni aawaz suna ke jo wo jaan-e-ghazal gayee aisa laga ke jaisay dunia hi badal gayee aisa laga ke sab ne hi uska pata maanga aisa laga ke deewana wo ker ke mehfil gayee aisa laga ke sab hi usay chahaney lagay aisa laga ke le wo sabke jaan-o-dil gayee aisa laga ke jaisay koi bheid pa lia aisa laga ke khlish-e-musalsal,nikal gayee aisa laga ke khoyee huyee raah mil gayee aisa laga ke zindagi ker mukamal gayee aisa laga ke fiza main naghmay bikher gaye aisa laga ke urra ke hawa aanchal gayeee aisa laga ke khushboo ne koi phool choom lia aisa laga ke koi kali dil mein khil gayeee aisa laga ke dil ko bhi qarar aa gaya aisa laga ke khusi abb janib-e-dil gayee aisa laga ke pyasay ko daria nazar aaya aisa laga ke khoyee manzil hi mil gayeee aisa laga ke her shay pe nikhaar aa gaya aisa laga ke gard-e-safar thi jo dhul gayee aisa laga ke zehn-o-dil roshan se ho gaye aisa laga ke socho'n main mithaas ghul gayee aisa laga ke safar abb khatam ho gaya aisa laga ke mojj sahil-ba-sahil gayeee aisa laga ke yaado'n ka koi karwaa'n chala aisa laga ke puljhari koi sukh ki chal gayeee aisa laga ke aanay wali kal haseen hai aisa laga ke ronay wali apni kal gayeee aisa laga ke shafaa ke koi hawa chali aisa laga ke beemaro'n ki sab mushkil gayee aisa laga ke zindagi ko sab ne pukara hai aisa laga ke arzo-ey margg pal pal gayeee aisa laga ke sehra ki bhi pyas bujh gayee aisa laga ke sehra ki umeed-e-baadal gayee aisa laga ke sehar abb honay hi wali hai aisa laga ke sham-e-hijar, nikal gayeee aisa laga ke bujhtay diye bhi roshan huye aisa laga ke shama-e-mohabat phir se jal gayee aisa laga ke dukh bhi sab muskuraye hain aisa laga ke moj-e-ghum khushi main dhal gayee
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| ahannnnnnnnnnnnnnnnn n nice yara ![]()
__________________ |
|
#3
| |||||
| |||||
AOA, VERY NICE................ ..![]()
__________________ Ye Jantay Huye Bhi K Wo Hawa Hai Mere Hath Na Aye Ga Wo Badal Hai Jisay Main Choo Na Paun Ga Phir Bhi Main Ne Hawa Ko Pakarna Chaha Badal Ko Choona Chaha |
|
#4
| |||||
| |||||
| Thanks for sharing good job keep it up,, |
|
#5
| |||||
| |||||
| Very nice thanks for sharing
__________________ Assalam-u-Alaikum ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Bohat Hi Umddaa Bohat Hi Kamal
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Very Nice Thanks for sharing
__________________ |
![]() |
| Tags |
| apni, awaz, suna, jaaneghazal, gayee |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| suna hai.......... | tutu | Ghazal | 9 | 04-17-2008 06:49 AM |
| ghazal - apni aankho me intezaar liay | ahsan225 | Ahsan225 | 2 | 10-09-2007 04:34 AM |
| raye shumari baraye muqabla-e-tarahi ghazal.. | kanch ki mehroo | Urdu Poet Club | 5 | 07-31-2007 08:57 PM |
| Ghazal ( meri apni 2 )... | emotional123321 | Ghazal | 5 | 07-23-2007 09:14 AM |
| Ghazal... ( meri apni ) ! | emotional123321 | Ghazal | 6 | 07-23-2007 09:14 AM |