Aaitaraaf | |
Zindagi ko kab sahel jana tha ham ney!!
Har gham ko taqaza-e-waqt mana tha ham ney!!
Jatey jatey har deewar uthatey gaye ham bhi
key lout key kab wapas aana tha ham ney!!
Rastey ki roshni ko bhi buhat jana andherey mein
key chaand kab toor key lana tha ham ney!!
Huhh!!! Maafi ka zarf na lasaki ye dunya zalim
Hlan.key apni har khata ko mana tha ham ney!!
__________________ teRe khyaL se bach kar bata kahan JaOn
Yahan sakoot bhi teRi sadaOn Jesa hai ... |