It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on maiN is ummiid pe Duubaa ke tuu bachaa legaa within the Waseem Barelvi forums, part of the Poet U to Z category; MaiN is ummiid pe Duubaa ke tuu bachaa legaa Ab iske baad meraa imtihaan kyaa legaa Ye ek melaa hai, ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| MaiN is ummiid pe Duubaa ke tuu bachaa legaa Ab iske baad meraa imtihaan kyaa legaa Ye ek melaa hai, vaadaa kisii se kyaa legaa Dhalegaa din to har ek apnaa raastaa legaa MaiN bujh gayaa to hameshaa ko bujh hi jaauuNgaa Ko’ii chiraagh nahiiN huN jo phir jalaa legaa Kalejaa chaahiye dushman se dushmanii ke liye Jo be-amal vo badlaa kisii se kyaa legaa Hazaar toR ke aa jaauuN us se rishtaa “Waseem” MaiN jaantaa huN vo jab chaahegaa bulaa legaa |
|
#2
| |||||
| |||||
| Bohat khoob Very nice choice |
|
#4
| |||||
| |||||
| kia baat hai, very nice bohat umda ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| this is really very nice gazal written by Wasim barelvy but dear you have missed one of my favorite and touching line Main uska ho nahi sakta bata na dena usse lakire..n hath ki apni woh sab jaala legga........... |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| ummiid, duubaa, tuu, bachaa, legaa |
| Thread Tools | |
| |