hmm.. kisi had tak theek kaha aapne.. magar aisa humaisha nahiN hota.. kuch yadaiN aisi bhi hoti haiN k jinke aansu dil ko sakooN nahiN balkay aik bay nam aziyyat maiN mubtala kar daitay haiN...
Poets Club maiN chooN k mehaz zati shayeri share ki jati hai to maiN isay Writers Club maiN move kar rahi hooN..
khush rahiye