It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on - Wehshat - within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Originally Posted by Shagufta Saleem acha hay ... bohat acha bal k sacha hay aisi hi guzarti hay zindagi logoon ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#11
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Haan yeahi zindagi hai janoon waloon kay saath kab koi jaata hai.. aisay hee chalti hai.. magar kabhi kabhi gar sochain tu wehshat see honay lagtee hai.. chandini ratoon mein bhi chaand nahi nikalta.. barkha mein dhoop chubhtee hai.. halaan kay kuch bhi nahi hoota.. magar kaya karain yeah bhi tu zindagi hee hai.. ![]()
__________________ Baray Udaas Din Hein.. Aur Soogwar Rattein... !! jazboon ka khuda jazba mohabbat naam hai jis ka kaya dhal lafzoon mein sakta hai ? samandar kaya kabhi koi koozay mein samaya hai? |
|
#12
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Khush Rahiyeah @};- |
|
#13
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#14
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Haan kuch ajeeb hee safar hai yeah.. aur kabhi kabhi ajeeb tar hoo jata hai.. magar hai tu safar he... magar ta'jub tab hoota hai jab issi safar ko inheen rahoon ko.. inhee badaltee rahoon ko manzil samajh liya jaata hai.. dil o jaan, dastaar o qaba koo baich diya jaata hai.. khareed liya jaata hai.. bay'mool kar diya jaata hai.. ![]() Bohat Khush Rahoo |
|
#15
| |||||
| |||||
| Quote:
Sahee kaha hai aap nay.. aisa hee hai.. magar kabhi kabhi ghaltee kissi ke nahi hooti.. bus tawaqoowat aur mufadaat ke aar say niklay nashtar jaan lay liya kartay hain.. aur aksar hum samajhtay boojhtay anjaan ban jaatay hain.. aur kabhi kabhi humaree sada tabiyaat ka faida utha liya jaata hai.. kissi kay payaar ko rakh rakhaoo ko uss ke majboori samajh liya jaata hai.. aur phir aag bhi tu kabhi kabhi lag jaati hai ghar ko hee ghar kay hee chiraaagh mein.. woh bhi khail khail mein... bus youn hee hai yeah karoobar.. aur shaid younhee chalta rehna hai.. so jab tuk chalta hai chal raha hai.. chaltay ka naam gari hai.. jis din yeah pahiya ruk jaye ga.. safar bhi ruk jayai ga.. bus wohi muqaam e manzil hoo ga.. ![]() Geet pasand aya.. parhnay aur apnee raye say agaah karnay pay aap ka bohat shukriya.. ![]() Khush Rahiyeah |
|
#16
| |||||
| |||||
| /clap5 zabardast ................. @};- but /aw2 |
|
#17
| |||||
| |||||
| Quote:
wsalaam aur salaam basit ![]() hai na ajeeb si baat kai inhi rahoon par dhoka milta hai magar phir bhi inhi rahoon ka safar hota hai inhi rahoon par wehshat mukaddar banti hai phir bhi sukoon inhi rahoon par sab talashtai hain....aik paheli si lagti hai kya aitebaar karna chahiyai yaan us kai sai sai bhi door rehna chahiyai ![]() khush raho /rose
__________________ |
|
#18
| |||||
| |||||
| naa bhaii yun kissi sey gilla naheyn kartey,,,,,,,,,,,,@} ;-
__________________ ![]() |
|
#19
| |||||
|