It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on **Ussay Barishon Se Mohabbat Thi...** within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Originally Posted by khamoshi07 "ussey barshoon se Muhabbat thi"bhuat acha likha aap nay... vesay aik baat kahoon barshoon se muhabbat ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#21
| |||||
| |||||
| Quote:
Meri adna si iss kawish ko sarahany se mere hoslay buland huye hain...aap ka behad shuker'guzar hon....@};- wafa aur dua ke saath withlove @};-
__________________ ![]() .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN....... |
|
#22
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#23
| |||||
| |||||
| itna acha lika hai na k bas parnay ka maza aagaya partay howay barish ka ehsaas horaha tha or pher barish main goomnay ka ehsaas horaha tha bohat he zabardast |
|
#24
| |||||
| |||||
| /clap5 Barish ke dino mein ... kuch gham-e-dauraa'n kuch gham-e-jaana...jab inn dono ka saath ho to main aur mera dil gumshuda mohabbat ko khojnay nikal partay hein aur ye samajhtay hein ke shayad gham-e-doraa'n ka ilaaj bhi isi mein millay....WO bhi kuch aisa hi din tha ... main dil ko samjha samjha ker thak chuka tha aur ye soch raha tha ke janay abhi aur kitna chalna paray ga..ke wo hua jo kabhi socha bhi na tha...dil ruka ... mein hairan hua...mujhe hairan-o-pareshan chor ker wo tarap ker wapas palta...aur tez tez chalta uss jagah aa pohancha jahan kuch din pehlay ik hosh'ruba se achanak mulaqat huyee thi...wo samandar paar ki rehnay wali kuch panay kuch ker dikhanay ke khawab aankhon mein sajaye waqt ke ghoray per sawar maazi ko peechay chorti mustaqbil ki baaten kerti kaamyabi'on ki simtt tezi se rawana ik shokh-o-chanchal larki thi. Bus aisay hi achanak sar-e-raah mil gayee thi...kuch pyar se uss ne has bol lia tha aur dil issi per khush ho gaya tha..yunhi mulaqaten kuch aur barhee'n...kuch mera poocha gaya kuch apna bataya gaya aur silsila barhata gaya. Ussay barishon se mohabbat thi...kehti thi "mera bas chalay to tamam bars barishon ka mausam teher jaye aur phir mein parinda ban ker unn barishon mein yahan se wahan urti phiron" ... main uski iss bholi si masoom khawahish per muskura dia tha. /clap5 /clap5 /clap5 /clap5 /clap5 /clap5 /clap5 /clap5 /clap5 /clap5 /clap5 itnee achi tarha say aap nay mention kiya hai k par kar lag raha tha k jasay ham bhi es barish main aap k sath ho or sara manzer hamari aankhoon k samnay ho raha ho aap ke har tahreer bohat achi hoti hai itnee asan words use kartay hai k ham jasay logo ke samaj main bohat aasani say aajati hai |
|
#25
| |||||
| |||||
| Quote:
kaisi hein aap....hamesha ki tarah iss baar bhi aap ghayab huyee aur abb aayen..kya chali jati hein... aati raha keren @};- Pasendeed'gi aur pazeerai ka bohat bohat shukria... aap ke hosla afzai mere liye bohat hi moatbar aur ba'es-e-rahat hoti hai.... jiska hamesha se intazar rehta hai....umeed hai ayenda bhi saath nibhayen gi.... @};- Apna aur apnay pyaron ka bohat sa khayal rakhiye ga....bohat sukria @};- wafa aur dua ke saath withlove @};- |
|
#26
| |||||
| |||||
| ;Rose salam jee wow kiya likha hai app nay well buhut acha likhtey hain app ya sub parh kar mujh ko kuch yaad ah jata hai wasey buhut hi acha likhtey hain app app ka name kiya hai
__________________ SRK...IS THE BEST!!! |
|
#27
| |||||
| |||||
| [Rose salam wow jeeeee kiya khoob likhtey hain app wasey ya sub parh kar mujh ko kuch yaad ah jata hai well acha likhtey hain app app ka name kiya hai if u dont mind |
|
#28
| |||||
| |||||
| lijiyai is tehreer ko dekh kar kuch yaad agaya ![]() jald hi bataoongi kya ![]()
__________________ |
|
#29
| |||||
|