It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Topic Of The Week... Pehli Mohabbat Yaad Hamesha Rehti Hay within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; AOA.... aap tamam dostoo.n ki Dosti k mozu pe shirkat bal k pur-zor shirkat ka behud shukriya...sab nay bohat aacha ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| AOA.... aap tamam dostoo.n ki Dosti k mozu pe shirkat bal k pur-zor shirkat ka behud shukriya...sab nay bohat aacha likha aur umeed hay aaeinda bhi aise hi apni qeemti khayalat sey humain nawaztety rahain gai Mah_e Faruary k zikr k saath hi do cheezoo.n ka khayyal foran zehn main aata hay aik Basant aur dosrey Valentine's day..... dono tehwaar hi khushiyoon k hain mohabbatoon k ranagoo.n sey muzayyan hain tu socha kiyu na is baar mohabbat ko mozu banaya jaay aur aap tamam ki raay li jay k aaya aap kiya sochtey hain is aafaaqi jazbe k barey main..... kehtey hain k zindagi main kiya jane wala har pehla kaam insaan ki zindagi main bohat ehmiyat rakhta hay.... jaise pehli kamiyaabi... pehla dost.... pehli tareef... pehli nafrat aur pehla Piyaar bhi .... Seene main aabad hamesha rehti hay pehli mohabbat yaad hamesha rehti hay aaeye aur aap bateye k aap is misrey sey kitna itafaaq kartey hain "pehli mohabbat yaad hamesha rehti hay"... aaeye aur aap bateye k mohabbat hay kiya aur akhir kiyu kar pehli mohabbat hi baaqi sab mohabbatoon pe hawi hoti hay kyu us pehli nadaan mohabat ka nasha zehn o dill sey uter hi nahi pata aaye aur apne afkaar ko alfaaz ka roop dejeye k hum aap k khayalat ko janey k mutamani hain bohat duaoon aur naik tamanoo k saath aap ki shirkat ki muatamnni aik purkholoos bandi Shagufta Saleem
__________________ guzar hi jay gi terey baghair bhi laikin bohat udaas bohat sogwaar guzre gi |
|
#2
| |||||
| |||||
| Ju cheese hum apney se bhi chupatey hain,wo kaisey zaban per layen? ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
ab is par kya kahain aapi jaani ;;)
__________________ |
|
#4
| |||||
| |||||
| shaguftaa jee Aap bhi kia chun ker topic nikalti hain ![]() acha topic hai but mushkil hai likhna haina ![]() but trying to b khush rahyee ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() bahar haal aap is misrey ki babat mohabbat ki babat kuch likheye humain intazar rahey ga @};- |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
aap ki koshish ka intazaar rahe ga ![]() aap bhi khush raheye |