It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Quraan ALLAH tak puhunchnay ka wasila within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Assalam o Alaikum dostooN aik chhoti si jisarat ki hay mazmoon pehli martaba likhha hay kuchh nahi maloom shoroaat kesay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Assalam o Alaikum dostooN aik chhoti si jisarat ki hay mazmoon pehli martaba likhha hay kuchh nahi maloom shoroaat kesay karni chahiye or akhtetaam kis tarah kiya jata hay aap sab ki aara ka muntazir ![]() ![]() ![]()
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#2
| |||||
| |||||
| Asalam-0-Alyekum kaise hain aap Bhai jee ... Jazakulah ............... Aap ne bohut Khoobsurat Andaz main pora Byaan kia hai ... Bohut Mofas'sel aur BharpooR ......... Masha ALLAH aur wo Shair wali baat ne tu is tarha Dil ko cho'aa hai k baas kia bataoon ... bohut hi Zabar10 Khush Rahiye aur aise hi likhte rahiye
__________________ *Apna Khyal Rukhiye Ga Aur Agar Ho Sake Tu Dosrun Ka Bhi* |
|
#3
| |||||
| |||||
| bhai kuch open hi nahi hau ![]()
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
jab bhi ham koi achha shear paRhtay thay to ye baat zaroor zehen maiN aati thi kay jab aik aam say shear ka hamaray oopar asar hota hay ham wahh wahh kar utthtay haiN to phir KALAM-e-PAAK ka asar kyooN nahi hota ye to shaairi say buhut aagay ki cheez hay pasand karnay ka buhuuuuuuuuuut shukriya ![]() |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
aur pher main ne aaj pher sara parha hai really aap ne bohut Jameh likha hai baat tu wohi hain jo hum bachpan say parh rahay hain lekin tareeqa bohut acha hai aap ka likhne ka Goodi Good |
|
#7
| |||||
| |||||
| mazmoon aacha he, albatta aik aad jaga ye apne mozu se hatta huwa mehsoos hota he, jahan ulama k hawale se baat ki gaye he, wahan sirf ye dava kia geya he k ikhtelaaf un ki waja se peyda huwa, leykin us ki koe misal nahein bataye gayee. Aik Aache mazmon mein is baat ka khas kheyal rakha jata he k agar koe muqaddima peysh kia jaaye to us ki buneyad bhi waze ki jaaye, sirf dafa na kia jaaye balke daleel bhi peysh ki jaaye. aik mushkil mozu per aik aachii kawish he.
__________________ Learner ................ |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
kay aap nay apnay qeemti waqt maiN say kuchh waqt hamaray likhhay hoey ko bhi dya ham nay to pehlay hi ye baat kehdi di thi janab kay hamaiN likhhna nahi aata aap nay kaha kay mazmoon apnay topic say hata hua hay to basssssss ham nay misaal hi to nahi di ???????? or is baat ka khayal hamaiN yooN nahi aaya kay ye baat to sab hi jantay haiN kay ulmaa nay kis tarah ikhtelafi masail ko bunyaad bana kar hamaray mazhab maiN tafarraqay dalay haiN lekin bherhaal aap ki baat baja hay aainda khayal rakhaiN gay ![]() aik dafa phir buhuuuuuuuuut shukriya |