It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Quraan ALLAH tak puhunchnay ka wasila within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Originally Posted by Inam is ki zarurat na thii pehli baat ye k mein ne ye nahein likha tha k ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [7] |
|
#11
| |||||
| |||||
| Quote:
tareekh say ham buhut zyada waqif nahi magar haal to hamari nazar maiN hay jumay kay khutbay to hamari nazar maiN haiN akhbarat or khabraiN bhi sabhi dekhhtay or suntay haiN magar kiya sirf aik baat yani ulmaa or unkay ikhtelaaf wali baat ko lay kar sirf iskay muta'alliq hi baat karna kiya ye mazmoon kay sath or hamaray sath ziyadti nahi ??????
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#12
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ Learner ................ |
|
#13
| |||||
| |||||
| Quote:
maiN nay ye baat is liye hi likhhi thi kay aap ki baat waqee zara tawwel ho gai thi isi bais ham ye samjhay kay aap nay zara zyada hi feel kya hay isay or aap nay ye baat keh kar kay mazmoon maiN yehi aik kami thi hamara dil buhuuuuuuuuuuuuut baRa kar dya yani is ka matlab ye hua kay baqi mazmoon thooRa achha hi tha aainda bhi yooNhi hamari ghaltiyooN ki nishan dahi kartay rahiye ga kyooNkay ghalti ki nishandahi karnay say hi seekhhnay ka muqa milta hay |
|
#14
| |||||
| |||||
| Assalaam O Alaikum Brother Bohot khobsoorat tehreer hai, @};- @};- @};- likhtay raheeay, share kertay raheye.. ![]() Bohot khush raheeay. |
|
#15
| |||||
| |||||
| Jazak Allah ... great piece of writing ... khush rahye likhtey rahye ![]()
__________________ Pase el tiempo con amó unos ![]() No sea Quitter |
|
#16
| |||||
| |||||
| Aslaam Alaikum Ham jee.. mazmoon aur mouzu’e mazmoon bohot umdaah hain… khase mufassil pairaey main likha apne @};-… parh kar bohot khushi bhi hui… agar bura na maniey to aik – do jagaa ikhtelaaf hai hamain… :-s apne likha ke Quran hamarey diloon pe asar nahi karta kiun ke hamari zuban arabi nahi hai… nahi … baat yeh nahi… ham Quran ko uske adaab ke sath nahi parhte… werna us ko yak’soii ke sath parhney ki hidayat na hoti… is main zuban ka farq itna nahi hai…jitna hamari apni ghaflat ka hai.. yeh to haqeeqat hai ke ham usay waisa hi nahi samajh sakte… jaise arabi zuban bolney walay.. ham Ramzan ke ilawa bhi to Quran nahi parhte na bhai, to Ramzan main chahay jitna parh lein, kaise samjheinge ?? aur isi liye hidayat farmaii gaii hai ke Quran ko thehr thehr ke parha karoo… aur rahi baat Ulma ki andhi taqleed ki… Hadeees ka mafhoom kuch youn hai “ apne zariyoon (resources) ko janch lo…ke baat koon keh raha hai”.. to yeh hamara kaam hai ke ham yeh jannay ki koshish karein ke koon kiya keh raha hai, aur uski baat main kitni sadaqat hai… is main baat kehnay waley ki jitni ghalati hogi…hamari bhi utni hi hogi ke ham ne bina maloomat ke us ki baat ki pairwii ki. aisey hi mazeed maloomati mazameen ki amaad ki muntazir rahoongi. likhte raheye………khush raheye…@};-
__________________ ![]() |
|
#17
| |||||
| |||||
| Quote:
pasand karnay ka buhut shukriya ![]() |
|
#18
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |