
08-13-2003, 08:01 AM
|
 | Guest | | | | |
| QUOTE (sLeEpLeSs @ Aug 11 2003, 05:20 PM) | Assalamoalaikum .....
Iss topic pay likhnay baithaa to sochaa kay kyu naa unn behen bhaiyon ko kuch dedicate karoon ... jo meri tarhaa apnay watan say door baithay hain ...
Ye aik koshish ki hay apni aur doorsray pardais main rehnay waalo ki kayfiyat biyaan karnay ki ... Umeed hay aap ko pasand aaye gee ....
Wassalaam ..... @};- [/b][/quote]
wa alaikum as salam Sleepless ji @};-
nihayat hi khoobsurty say aap nay Perdes mein rehnay waloN ki terjumany ki hai /flowers...balkeh main to yeh kahooN gy k Perdes mein rehnay walay des mein rehnay waloN say ziada josh or Mohabbat rekhtay haiN watan say...shayad doory ki wajah say... 1.gif)
Khush rahaiN @};- | 
08-13-2003, 08:07 AM
|  | Guest | | | | | | QUOTE (Umeed Ki Kiran @ Aug 13 2003, 10:01 AM) | wa alaikum as salam Sleepless ji @};-
nihayat hi khoobsurty say aap nay Perdes mein rehnay waloN ki terjumany ki hai /flowers...balkeh main to yeh kahooN gy k Perdes mein rehnay walay des mein rehnay waloN say ziada josh or Mohabbat rekhtay haiN watan say...shayad doory ki wajah say... 1.gif)
Khush rahaiN @};- [/b][/quote]
Bohat shukriyaa kiran ji ...
Aap nay bilkul sahi kahaa ...
Hamaaray liye bhi 14th sirf yehi hoti thi kay Motorcycle kaa silensor nikaal kar shor machaatay phirain ..
Lekin door aa kar ehsaas hotaa hay kay apnaa watan apnaa hee hotaa hay ...
Thanx for appreciating .... @};- | 
08-13-2003, 10:35 AM
|  | Guest | | | | | | QUOTE (*Sawan* @ Aug 11 2003, 05:29 AM) | | QUOTE (JiNN @ Aug 10 2003, 11:32 PM) | | QUOTE (*Sawan* @ Aug 9 2003, 08:46 PM) |
Assalam-U-Alaikum, 
x x x x x Jaisa Kay Aapx Sab Ko Pata Hai Kay 14 August Aa Rahi Hai.
Main Nay Socha Kay 14 August Kay Hawalay Say Aisa Topic Shoro Kiya Jaye Jis Perx Kuch Shairi Ho Jaye.... Of Course Aap Log Pakistan Kay Liye Bhi To Kuch Na Kuch Likhtay Hon Gay Na..x Nahi Likhtay To Ab Likhain ...x 
x x x x x So ..... Let's Start! [/b][/quote]
Walaikum assalam ji
shukar hai ap ne bata dia.. hamain tu pata hi nahi tha ke 14 aug aa rahi hai
ummm.... aj tuk tu nahi likha .... /head /head
ab main kia karonga ??? ??? /realy /realy /realy
kuch na kuch tu karna hi pare ga...
try karte hain sawan.. agay jaisay ALLAH ki marzi
teek ? /hugs /hugs [/b][/quote]
khair tumhain to waqai hi pata nahi ho ga.. /narayna bata kay bhi tumhain pata nahi chalta /hammer ..... iss liye sahi tarah samjhana bhi parta hai /hah /hah
Tum...../mad aur likho gay... please mujhay bayshosh karnay ki koshish na karo.... ;D
waisay khair.... agar tum nay irada kar hi liya hai... to..... s
likho na /hug main bhi daikho zara kay kaisa likhtay ho /flowers [/b][/quote]
haan mujhay nahi pata hoga.. main tu pagal hon
tum ne apne ap ko samjha kia howa hai? /angry /angry
haannnnnn mujhay bata bhi tu mujahy nahi pata chalta .. haina?
nahiiiiiiiiiiii na..
behosh nahi karonga... is bar kuch aesa likhon ga ke tum /hang .. hairan hi reh jao gi... aho /slap
haan na ... likhna hi pare ga...
yeh tu waisay hi tumhari post hai
na likha tu tum ne mujhay waisay hi jaan se mar daina hai ;D ;D ;D | 
08-13-2003, 12:50 PM
|  | Guest | | | | | | QUOTE (Umeed Ki Kiran @ Aug 13 2003, 10:05 AM) | Aay Nigaar e Watan!!
Aay Nigaar e watan tujh say kehna hai aaj
tujh peh aanay na dooN gy main ab koi aaNch
chaahay dushman mera ho zamana tamaam
tujh peh warooN gy jaaN...tujh peh warooN gy tun
Aay Nigaar e Watan!!
Tairay khaitoN mein sabzi o laali rahay
tairy basti sada dukh say khali rahay
daikhooN phooloN peh tairy khushi ki chamak
jhoomaiN masty say gaatay yeh koh o daman
Aay Nigaar e Watan!!
jab bhi dushman tera yeh zamana hua
tairy rah mein her ek perwana hua
JaaN hathaily peh rekh dy ho in ko salam
yeh jawan e watan...Nojawaan e watan
Aay Nigaar e Watan!!
yeh jo phooloN ka gulshan aabaad hai
is k dam say hi dil maira yeh shaad hai
rekh salaamat isay...taaqayamat isay
yeh hai maira sajan...yeh hai maira chaman
Aay Nigaar e Watan!! [/b][/quote]
Bohat hee khoobsoorat Nazam likhi hay aap nay kiran ji ..
Maza aaya parh kay ...
Khas to pay jo jazbaat biyaan kiye hain ... they were outstanding... /weldone
Thanx very much for sharing ... @};- | 
08-13-2003, 01:02 PM
|  | Guest | | | | | | QUOTE (Umeed Ki Kiran @ Aug 13 2003, 07:05 AM) | Assalam-o-Alaikum...sathio @};-
aap sab loagoN ko Jashn e aazadi bohat bohat mubarak /flower ...Sawan /hugs ...bohat hi acha topic laga mujhay ...
main nay aaj tak kabhi apnay watan k liay kuch nahi likha ...lakin yeh post dekh ker bay ikhteyaar ji chaaha k is
watan e aziz k liay jis nay humain sab kuch diya...or jis k dum say hum sab hain kuch likhooN ....aik Nazm likhi
hai...Umeed hai pasand aai gy 1.gif) Aay Nigaar e Watan!!
Aay Nigaar e watan tujh say kehna hai aaj
tujh peh aanay na dooN gy main ab koi aaNch
chaahay dushman mera ho zamana tamaam
tujh peh warooN gy jaaN...tujh peh warooN gy tun
Aay Nigaar e Watan!!
Tairay khaitoN mein sabza o laali rahay
tairy basti sada dukh say khali rahay
daikhooN phooloN peh tairy khushi ki chamak
jhoomaiN masty say gaatay yeh koh o daman
Aay Nigaar e Watan!!
jab bhi dushman tera yeh zamana hua
tairy rah mein her ek perwana hua
JaaN hathaily peh rekh dy ho in ko salam
yeh jawan e watan...Nojawaan e watan
Aay Nigaar e Watan!!
yeh jo phooloN ka gulshan aabaad hai
is k dam say hi dil maira yeh shaad hai
rekh salaamat isay...taaqayamat isay
yeh hai maira sajan...yeh hai maira chaman
Aay Nigaar e Watan!! [/b][/quote]
Kiran , Wallah-e Bohat hi zabaradast /weldone, excellent
lagda ae mainu v kuch likhna hi pey ga /sad | 
08-13-2003, 01:07 PM
|  | Guest | | | | | | QUOTE (sLeEpLeSs @ Aug 13 2003, 04:50 PM) | | QUOTE (Umeed Ki Kiran @ Aug 13 2003, 10:05 AM) | Aay Nigaar e Watan!!
Aay Nigaar e watan tujh say kehna hai aaj
tujh peh aanay na dooN gy main ab koi aaNch
chaahay dushman mera ho zamana tamaam
tujh peh warooN gy jaaN...tujh peh warooN gy tun
Aay Nigaar e Watan!!
Tairay khaitoN mein sabzi o laali rahay
tairy basti sada dukh say khali rahay
daikhooN phooloN peh tairy khushi ki chamak
jhoomaiN masty say gaatay yeh koh o daman
Aay Nigaar e Watan!!
jab bhi dushman tera yeh zamana hua
tairy rah mein her ek perwana hua
JaaN hathaily peh rekh dy ho in ko salam
yeh jawan e watan...Nojawaan e watan
Aay Nigaar e Watan!!
yeh jo phooloN ka gulshan aabaad hai
is k dam say hi dil maira yeh shaad hai
rekh salaamat isay...taaqayamat isay
yeh hai maira sajan...yeh hai maira chaman
Aay Nigaar e Watan!! [/b][/quote]
Bohat hee khoobsoorat Nazam likhi hay aap nay kiran ji ..
Maza aaya parh kay ...
Khas to pay jo jazbaat biyaan kiye hain ... they were outstanding... /weldone
Thanx very much for sharing ... @};- [/b][/quote]
Bay had shukriya Sleepless bhayya (f) ... aap ki pazeeraee per mamnoon hooN
Khush rahiay /flowers | 
08-13-2003, 01:09 PM
|  | Guest | | | | | | QUOTE (Adeel @ Aug 13 2003, 05:02 PM) | | QUOTE (Umeed Ki Kiran @ Aug 13 2003, 07:05 AM) | Assalam-o-Alaikum...sathio @};-
aap sab loagoN ko Jashn e aazadi bohat bohat mubarak /flower ...Sawan /hugs ...bohat hi acha topic laga mujhay ...
main nay aaj tak kabhi apnay watan k liay kuch nahi likha ...lakin yeh post dekh ker bay ikhteyaar ji chaaha k is
watan e aziz k liay jis nay humain sab kuch diya...or jis k dum say hum sab hain kuch likhooN ....aik Nazm likhi
hai...Umeed hai pasand aai gy 1.gif) Aay Nigaar e Watan!!
Aay Nigaar e watan tujh say kehna hai aaj
tujh peh aanay na dooN gy main ab koi aaNch
chaahay dushman mera ho zamana tamaam
tujh peh warooN gy jaaN...tujh peh warooN gy tun
Aay Nigaar e Watan!!
Tairay khaitoN mein sabza o laali rahay
tairy basti sada dukh say khali rahay
daikhooN phooloN peh tairy khushi ki chamak
jhoomaiN masty say gaatay yeh koh o daman
Aay Nigaar e Watan!!
jab bhi dushman tera yeh zamana hua
tairy rah mein her ek perwana hua
JaaN hathaily peh rekh dy ho in ko salam
yeh jawan e watan...Nojawaan e watan
Aay Nigaar e Watan!!
yeh jo phooloN ka gulshan aabaad hai
is k dam say hi dil maira yeh shaad hai
rekh salaamat isay...taaqayamat isay
yeh hai maira sajan...yeh hai maira chaman
Aay Nigaar e Watan!! [/b][/quote]
Kiran , Wallah-e Bohat hi zabaradast /weldone, excellent
lagda ae mainu v kuch likhna hi pey ga /sad [/b][/quote] So Nice of u Adeel bhai (f)
Zaroor likhiay lakin likhnay say pehlay aik baat yaad rekhiay a /jin ... main nay kaha hai k
Aay Nigaar e watan tujh say kehna hai aaj
tujh peh aanay na dooN gy main ab koi aaNch
chaahay dushman mera ho zamana tamaam
tujh peh warooN gy jaaN...tujh peh warooN gy tun /firing /firing
soch samajh ker likhiay ga /cig | 
08-13-2003, 01:12 PM
|  | Guest | | | | | | |
| |
| | | |
|
| | |