It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Muqabla_e_Afsancha within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Originally Posted by mr romeo salam dosto, i 'm a new member here and this is my first contribution in ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#61
| |||||
| |||||
| Quote:
aap ney romeo honey ka haq ada kar diya bhai...aik patang ki judaai pe yeh haal hai to........agay kya kahoon ap khud samjhdaar hain Allah hafiz
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |
|
#62
| |||||
| |||||
| Quote:
aap ki kavish bohat umda hai, aur Urdu mein honey ki baais to mazeed lutf deti hai ALLAH HAFIZ |
|
#63
| |||||
| |||||
| Quote:
bhee main bhee kisee din asa he afsana apnee jharoo per ya viper per likhon gee....... :-p /laugh2 |
|
#64
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#65
| |||||
| |||||
| Aapi Jani /yhug ek Afsancha meri taraf say bhi :blush @};- Hamna ka chota bhai Aman jitna khoobsoorat aur piyara tha, utna hi nakchira aur laraka bhi .Donon ka apas main ziyada umer ka farq nahin tha is leay noke jhoke chalti hi rehti thi ...us din bhi shayad Aman Humna say ler ker ghar kay samnay walay darakht kay neechay Aa ker baith gaya tha .Bechara Aman aik to wesay hi mood kharab tha uska aur uper say sonay pay sohaga usko satanay wo bhi wahan aan pohnchi ....kabhi daen say a ker chairti to kabhi baen say .......jaisay kaan main kuch kehna chahti ho .........bhala mood bhi ho to Aman ka sunnay wala ....wo bechari apni adat say majboor thi usko kiya maloom tha k janab bezaar baithay hain.............us waqt to Aman ka bas nahin chal raha tha kay sab usay tanha chore dain ..........aur koi usko na sataey ....janay kiya wajha thi jo usko isqadar chirchirahat ho rahi thi ........Magar in madam nay bhi na baaz Aana tha na ai mustaqil usay tang kerti rahi ..........jitna bhi Aman usay peechay dhakailta wo utna hi usay chipatti jati thi ...Gussay aur chirchirahat main Aman nay us per hath bhi uthaya .......magar wo bhi ziddi ki ziddi thi shayad usko Aman kay gussay ka builkul andaza nahin hua werna agar zara bhi samajhdar hoti to baaz a jati uswaqt Aman ki jaan chore deti......bechari wo ......mujhay to us bechari masoom per itna tars a raha tha k bas ab iski shamat ai k ai ...........Nanhi si jaan aur itna ghussa ..........Aman nay bhi chain ka saans na liya jab tak us say jaan na chura li ..............Mar dala bechari Makhi ko ...........Poor street fly /dontsee
__________________ @};- |
|
#66
| |||||
| |||||
| Quote:
wonderful.....bechaa ri makkhi... ab us ke liye fatiha bhi parh lein, shayad bechari ke gunaahon mein kuchh kami ho jaye /laugh2 Allah hafiz |
|
#67
| |||||
| |||||
| Quote:
Lolzzz Baaj ... Chata /laugh2 .... mera chaata bhi aksar raastey mein churul murul ho jata tha /sick .. uff hawa hi itni taiz hoti thi .. har doosrey week neya lena parta .. aab us ka hal yeh nikala mein ne k jab bhi taiz hawayein ya barish ho mein college hi nahin jati /thanku .. :blush ... /hayjamalo
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |