It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Mozu_ Behes.... kiya humari nojawan nasal be-adab ho gai hay? within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; nau jawan nasl ko zaroorat hai rehnumayee ki aur yeh kaam parents ya teachers hi kar saktay hain............
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#31
| |||||
| |||||
| nau jawan nasl ko zaroorat hai rehnumayee ki aur yeh kaam parents ya teachers hi kar saktay hain.........
__________________ ae ahel dil suno aaj yeh tumko batana haiham khaak nasheenon ki thokar mein zamana hai |
|
#32
| |||||
| |||||
| Aslamalikum very true k hum nujuwan kafi had tak apnay track sey hat chukay hain....but is k bohatt sey reasons hain....aur bohat sey logon ki ghaltian bhi but sab sey main baat MAZHABB hi hai.... jahan tak mujhey lagta hai k hum log ander sey itnay frustrate ho chukay hian k har ghalat kaam ker k hum shayad khud ko sakon pohnchatay hain.......hum actually deen aur duniya mai phans ker rah gaye hain...kuch families asi hoiti hain jo MODERNISM ko prefer kertay hian but yey bhol jatay hain k is tarah woh apna hi naam kharab karain gay...well Allah behter janay but jahan tak namaz ki baat hai mujhey is baat ka bohatt dukh hota hai k ...aik kaam hota hai jo farz nahi...but namaz to FARZ hai to kaisay koi usey chor sakta hai....namaz chorney ki to koi maafi bhi nahi .....qabar mai bhi namaz ka pocha jaye ga....to phir kaisay maa baap shoro sey hi taleem nahi detay namaz ki.....aur kuch logon ney kaha k hamain khud pata hona chahiye k abb hum bachay nahi rahay very true but jo aadatain shoro sey pari hoon woh inti jaldi thori chori jati hain..... aur be-aidab to hum shayad sab hi hain kisi had tak .. /aw2 coz hum mai gusa hai aur gusa bhi frustration ki waja sey hi ata hai jab hamain hud nahi pata hota k hum ney kerna kya hai.. :S neways kafi debate wala topic choose kiya...but a nice topic take care |
|
#33
| |||||
| |||||
| Quote:
App jo Burai keh rahay heen yeh Ajj kal har Nujawan janta hay But i think detail say on kay walidain nhee jantay
__________________ ~~**~Ya ALLAH Hum Muslmano ko Dushmano Sai Azaadi Ata Farma~**~ |
|
#34
| |||||
| |||||
| Quote:
bilkul sahi kaha aapne ke ismain ziada amal dakhal baron ka hi hota hai. maan ki gaud bachay ki pehli dars gaah hoti hai...aaj kal to ma'ain bhi yehi karti huwi dikhti hain ke chotay asy bachay ko tv ke samnay bitha kar ya to cartoon laga diye ya phyir koi film laga di or khud itminaan say kaam main masroof ho gaeeen..iss main bachay ka to koi bhi qusoor nahin...jab buniyaad hi aisi rakhi ja'ay gi to hum kaisay kisi pukhta imarat ki tawaqqu kar saktay hain.. i m 101% agree vd u aapi /yhug . khush rahiye ALLAH HAFIZ
__________________ ![]() . . . Mere dil.. Mere musaafir..! |
|
#35
| |||||
| |||||
| Quote:
Not Agreed app yeh kaysay kah sakti hain kay is mai waldain ki ghalti hai ya ustadoon ki ghalti hai ............... aysay shyaad he is duniya mai koi maa baap hoon jo apnay bachoon ki achi tarbiyaat nahi kartay maa baap kam say kam itni tarbiyaat to apnay bachoon ki kartay he hain kay woh kisi say tameez say baat karain ...... secondly "Ustadoon ki ghalti" Ustaad ka darjaah Maa Baap kay baraber hota hai sab ko pata hai , jab hum class room mai beethay howay hotay hain to hum lecture say ziyada apni batoon mai magan hotay hain , agar teacher Sakht hota hai to majbooran soon laytay hain laykin after period bahar nikal kar teacher ki borai start kar daytay hain ... kay teacher aysa hai waysa hai .... koi teacher naseehat karta hai to kahtay hain " abay yaar yeh bilah wajha deemgh chabta hai jab deekho pakardh kar naseehatain karna start kar dayta hai" etc etc .... teachers say app ka wasta 8 ghantay rahta hai ......... baki time ghar par ....... jab app apnay maa baap ki nahi soontay to app kisi dosray ki kya sonain gay .... Third Mashra ........... chalain maan laytay hain kay ek larka hai bora hai us ki tarbiyaat sahi nahi hoi wagira wagira app apnay waldain ka bouhat kahna mantay hain un kay farmaan bardaar hain ........ kuch dinoon baad app bouhat bigaarh jatay hain ghar late ana mamool ban jata hai , Nukaroon par beethna app par farz hojata hai ....... ab is case koi un kay waldain par ungli nahi utha sakta kiyoon unhoonay to sahi parwarish ki us ki agar woh bigrah to apni wajha say app us ghalat larkay kay saath beethay to us ko sahi rastay par lanay kay bajaye khud beegardh gaye ........ app bhe mashray ka hissa hotay hain agar mashra sudhaar nahi saktay to us mai zam na hoon ... madrsoon mai loogon ko pardhtay howay deekha ho ga ..... kya sirf un ka kaam pardhna he hai ......... un ka dil nahi hai woh is mashray ka hissa nahi hain ....... un ka dil nahi chahta kay woh TV deekhain ...... Cricket khaylain ect etc bilkul chahta ho ga but un mai ek cheez hoti hai Will power soochnay samjhnay ki selahiyaat aur hum loogon ki tarhaan nahi kay baat baat par bharak jayeen....... jab woh yeh sab kar saktay hain to hum kiyoon nahi idher bouht say loogon nay kaha hai kay jee Ajj kal ki nai nasal mai ghussa bouhat hai Frusturation bouhat hai............. kiyoon hai bhai ........ yeh sab bhe hamari apni he ghaltiyoon ki wajha say hai ...... ajj kal kay nojawanoon mai kis baat ki Frusturation hai 100% mai say 75% Pyaar pyaar kay chakar mai pardhay howay hain .. yaar bachi time nahi day rahi ....... us nay mujh ko dhooka day diya etc etc app ek larki kay liye itna pagal ho rahay hoo aur is ko sahi samjh rahay hoo app kay pass 10 min nahi kay app namaz pardh loo pyaar kay chakar mai 10 , 12 ghantay barbaad kar lo gay laykin achay kaam kay liye time nahi kiyoon nahi kiyoon kay hum chahtay he nahi Achi cheez ko time dayna agar koi kah day kay bhai app nay namaz pardii to shoro ho jatay hain kay tum koun hotay ho hum ko samjhnay walay wagira wagira hum ko bhe pata hai kya cheez sahi hai kya cheez ghalat hai .................... .................... .................... .. kuch ziyada he lumba ho gaya /laugh2
__________________ -=Ya Ali (a.s) Madad=- |
|
#36
| |||||
| |||||
| Quote:
hmmm well said i must clap for that /clap5 Approx kitna time lagta hai bachpan ki adatin chodhnay mai ...... 1 saal , 2 saal , 3 saal , 4 saal , 5 saal , 6 saal , 7 saal ................... 100 Saal ........... agar app khud chahoo to koi bhe adddat kabhe bhe chordh saktay hooo ..... baat hoti hai WILL POWER ki ......... jo insaan apni Nabz pay kaboo pa lay to woh bori say bori addat chordh sakta hai ........ /ydance |
|
#37
| |||||
| |||||
| Quote:
Exactly .............. haan mai samjhta hoon kay Media say acha koi dosra tareeka nahi Nujawan nasaal ko Rah-e-raast par lanay ka ....... kiyoon kay ajj kal nojawan ziyada taar is kay he shaydaai hain ....... /ooho |