It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Mozu_ Behes.... kiya humari nojawan nasal be-adab ho gai hay? within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Originally Posted by pakistani_mani Well Said Big B laykin app yeh nahi kah saktay kay nojawan nasal kay bay-adab ya ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#11
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#12
| |||||
| |||||
| hmm,,,sab say pehlay to tareef karna chahoongi aapi aapki ke iss qadar khubsoorat or achoota sa thread start kiya. or topic bhi boohat khoob,k waqai its reality ke humari naujwaan nasal bai adab ho chuki hai. or hum asb bhi is say mubarra nahin. iska sab say bara sabab to hum sab ki apbne mazhab say doori hai...agar hum apne iqdar ko faramosh na karain, apni deeni rawayat ko pas-e-pusht na dalain to...to mujhe aisi koi wajha nazar nahin aati ke humari nasal bai adab ho. or 2nd reason iski hai media. tv, cable, in sab main jo kuch dikhaya jata hai, khuwah woh darama ho ya film, usmain aulaad jistarha piyar viyar ya kisi bhi or muamlay ki wajha say parents ke sath behave karti hai, humari naujwan nasal usi par act karti hai, bina sochay samjhay ke bhai daramay ya film main jo dikhaya ja raha hai woh reality nahin, na to woh asli maan baap hain or na hi asli aulaad. aaj kal "fan" hone ka boohat craze hai, jise daikho SHAH RUKH, AISHAWRIYA ETC ka fan bana huwa hai, ab agar logon ke yehi SUPER STARS films main bai adbi kartay dikhain gay to "FANS" ne to usay hi darust samjhna hai. as we can see ke aaj kal pakistani films main kiya ho raha hai, danda culture, badnam-e-zamana mujrimon ko as a hero paish kiya ja raha hai..to is say humari naujwan nasal par kiya asar paray gaa??......... lamha-e-fikriya hai yeh hum sab ke liye..... /oopz ..kitna ziada bolti hoon main.../uff muafi chahti hoon, kuch ziada hi emotional ho gaii thi /aw2 . ab ijazat. khush rahiye @};- waslam mehroo
__________________ ![]() . . . Mere dil.. Mere musaafir..! |
|
#13
| |||||
| |||||
| Quote:
Raat dear tak TV par cabel dekhnay may bhee Zeyada tar Nujawan nasal he nazar aaey ge or may is ka Zimadar mukmal tor par Walidain ko bhe nhe dayta hoon @};- |
|
#14
| |||||
| |||||
| Quote:
AOA....sahi kaha aap nay kisi hud tak per mera nahi khayyal k hum sirf saari zimadari media ko dey k apni apni zimadariyoon sey jaan bacha saktey hain ...
__________________ guzar hi jay gi terey baghair bhi laikin bohat udaas bohat sogwaar guzre gi |
|
#15
| |||||
| |||||
| Quote:
... aur mujhe khushi hoi k kisi nay tu media k alawa maan baap ko bhi qosoor war tehraya![]() |
|
#16
| |||||
| |||||
| Quote:
hmm sahi kaha k aaj ki nasal main man maani bohat hay wo samajhtey hain k wo sahi baaqi sab ghalat hain jab k mera pukhta yaqeen hay k hum kitne hi barey kyu na ho jain utney zaheen utni parakh rakhne waley nahi ban saktey jitne humarey maan baap hain....aur is sab ki aik khaas waja jaisa k aap nay kaha k mazhub sey dori bhi hay ![]() aap bhi bohat khsuh raheye aur aap sab meri duaoon main mujhe bhi yaad rakheye ga /yhug |
|
#17
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |