It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~*Mout*~ within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Mout Mout kya hai ? khabi dekhi hai ? khabi kissi martay howay insaan ko dekha hai ? Us kay ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Mout Mout kya hai ? khabi dekhi hai ? khabi kissi martay howay insaan ko dekha hai ? Us kay chehray par jo beybassi hai khabi dekha us kay Ankho'n main Zindagi ki khawaish Us ka har uzv pukar raha hai mujhay Marna nahin hai main abhi jeena chahta hoon thori or Molahat do mujhay Chund din or do maghar nahin pass kara Mout ka Farishta hasta hai girgira or Girgira aaj khuch bhi kar lay maghar tere aik bhi nahin suni aaj teray say tera fakar cheen lena hai jis par us akarta hai aaj jee barh kar ro lay tu kyon kay tumhain aaj chalna hi ho ga meray sath insaan beybassi ki tasveer bana betha hai kar nahin sakhta khuch aik aik kar kay us ko apney wo tamam Ghunah yaad aa rahay hain wo tamam nainsafiyan yaad aa rahi hian jo us nay ki wo Zulm jo us nay kisi majboor par kiye aaj bolney ki sakat nahin ankh say ansoon rawan hain Toba kar na chah raha hai maghar Dar raha hai kay jitnay meray Gunah hain meri Toba bhi Qabool ho gi kay nahin bus Sajdey main Gira Ansoo baha raha hai aur Mout ka Fristha ketha hai kis kis baat par baho gay Ansoo ... kon kon say azab say bacho gay jab waqat tha tab to kissi or hi Nashey main thay tab Zulm ki intha par thay us waqat kyon nahin socha kay aik Zaat hai jo Oper hai aghar Rasi daraz ki hooi the to Rasi khanch bhi leni the US say .... Ab kon say khoaf say dar rahay ho tum kis kis baat ki maafe talab karo gay yeh sab to hona hi tha or akhir Malak-ul-Mout nay wo saans bhi cheen li ![]()
__________________ Khawab Howay Azaab !! |
|
#2
| |||||
| |||||
| hmm.. Mout aik nayee Zindagi hay .. Allah hamain gunah say bachnay ki taufeeq day Ameen Acha likha hay Amna @};- |
|
#3
| |||||
| |||||
| /fuming
__________________ ![]() H'am Woh Saya'h Bakht Hain Tariq! K Shehar Main Jo Kholein Dukan Qaf'an Ki Toh Loag Marna He Chor Dain |
|
#4
| |||||
| |||||
| ufffffffff, her kisi ko mout kion yaad aa rahee hai... Theek hai hamein her waqt mout yaad rakhni chaheay hai, mager kea hamari tayaree hai.... Bohot umdaah likha hai mager.............. |
|
#5
| |||||
| |||||
| maut hakeekat hai bar Haq hai isai to ana hi hai .......Khuda sab ko apni amaan mein rakhai aur hamein gunahoon sai bachnai ki taufeek dai ameen sum ameen /dua khoob likha hai chanda /yhugkhush raho jaani /ilu
__________________ |
|
#6
| |||||
| |||||
| ek Haqiat jis say koe moo nhe mor sakta hay Amna bohut he acchay Andaz may Accha topic likha hay |
|
#7
| |||||
| |||||
| bhoot acha lika hain aapni dear bhoot khoob Allah aapko kush rakiye aur mout humari kabhi nah kahtam honi wali zindagi hain ...kabhi kisko ajanak mar teh dheka hain kih labho meh osi yeh bhi na malom hoon ki woh os kah akri lambha hain ki os ka jana kah waqt ay gya hain ..pata hain isi loogo kih ankho meh kay hota hain onki dhoobti hoyi ankho meh hayrat hoti hain aur bhoot be yanqeeni likun woh shyad yeh nahi janti ki aik din onon neh bhi mar jana hain aur phir hum sab is dounia meh mehman hain aj hain kal nahi hoon gay hum sab neh chali jana hain zindagi humari asmash hain aur mout toon ani hota hain kuch loogo kih liya jaldi aur kuch logo koh Allah bhoot asmatah aut is dounia meh hi rakta hain jald marna acha hota hain marna hi hain Allah ki pas wapiss toon hum sab neh hi jana hain ...Allah zindagi ayse hi banay hain khatam hoon jana wali aur mout hamesha rahena wali zindagi aik bar ati hain aur hum isi zaya kar deh teh hain ...humi yaad rakhna chahiye kih aik din hum ne mar jana hain toon phir kyun nahi hum jab thak yah hain hum Allah koh yaad kari humri asal zindagi mout hain... aap sab kush rahiye aur Allah aap sab koh janat naseeb farmaye AMEEN |
|
#8
| |||||
| |||||
| humm /clap5 ... bohat accha leekha hay /yhug ... the bitter truth which v hv to accept /aw2 .. aur life after death hee truth hay |
|
#9
| |||||
| |||||
| mout.... aik aisi haqeeqat kay jis nay khudd kai haqeeqaton ko janam dia hai.. aik aisa sach kay jo khudd sach ko khaa jaey ga.... aik aisa phanda jis say koi nahin bachh saka.... aisi aisi khushboo jo har phool par aani hai.... aisi raat jis nay har dinn ko nigallna hai... aisi mout kay jo khudd mout ki mout hogi.. ![]() boot umdah Amna.. bohot khob likha.. khushh rahin
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |