It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~**... Mohabbat Likhnay Wallay Loug ...**~ within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; @};- nice basit bhai @};-...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#41
| |||||
| |||||
| @};- nice basit bhai @};-
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#42
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ Baray Udaas Din Hein.. Aur Soogwar Rattein... !! jazboon ka khuda jazba mohabbat naam hai jis ka kaya dhal lafzoon mein sakta hai ? samandar kaya kabhi koi koozay mein samaya hai? |
|
#43
| |||||
| |||||
| Quote:
Magar aap ka naam kitna mushkil hai.. thoora asaan nahi hoo sakta kaya ![]() |
|
#44
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#45
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() |
|
#46
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Takheer say jawab dainay ke maa'zrat.. mein aik aur jawab ka muntazir tha.. buss ussi intazaar mein koi jawab na day saka.. aur waisay bhi jo likha hai us mein yeahi kehna hai keh bhai jee.. lafaz bay'jaan hotay hain... aur mohabbat tu woh hai jo dharkanoon ko zubaan daiti hai... lafzoon ko qaba daiti hai.. masoomiyaat kaya hai.. yeah sawaal ajeeb hai.. magar socha pooch loon.. keh kaya hai masoomiyat.. hum nay un ko bhi daikha hai jo makroo faraib mein uss inteha pay pohanch chukay hain kay duniya un sa masoom aur paak baaz kissi aur ko samajhti hee nahi.. tu kaya masoom wohi hain jinhain loug masoom samajhtay hain.. kaisay pehchaanain gai aap inhain ? kuch mushkil kaam nahi hai kaya yeah... ? waisay aik aur baat bhi tu hai.. kuch aisay likhnay wallay bhi hootay hain jo mehaaz lafzoon ko baichnay naam khareednay kay liyeah likhtay hain.. likhtay tu woh bhi bari lay mein hain.. kaya woh mohabbat hai.. hum nay un ko bhi daikha hai aur baray kareeb daikha hai.. kaya kahiyeah un ke babat.. ? waisay bhi bhai mohabbat ka aik rung tu hai nahi.. hazaar rung hain.. jidhar daikhiyeah mohabbat he mohabbat hai.. haan magar phir bhi nafrattain likhi jaati hain.. un ka kaya kijiyeah.. loug mazoor hain.. beenaiye say mazoor.. daikh nahi saktay.. bus wohi daikhtay hain jo dikha diya jaat ahai.. jo daikhna chahtay hain.. aur phir ussi ik manzar ko yeah kuch likhnay wallay ik duniya likh daitay hain.. duniya tu miyaan bohat bari hooti hai.. kaya karain... nahi ? Chaliyeah phir baat karain gai iss pay.. nahi tu phone pay kar lain gai.. apna khayaal rakhna. Khush Rhaoo Wa.Salam Basit |
|
#47
| |||||
| |||||
| Quote:
janaab aap ke baat hum nay PALLAy baand lee hai.. aur bari kuss kay giraah bhi laga di hai.. iss baat pay bohat ghoor kiya.. aur ma'sawaye faiday kay kuch aur nazar nahi aya.. waisay bhi aaj kal bara zoor hai jee.. faiday ke baat ka.. waisay bhi jidhar ke hawa hoo udhar ko hee urna parta hai na jee.. /wink4Imtehaan mein kamyaabi pay bohat bohat mubarak hoo.. phir baat hoo gi.. Khayaal Rakhiyeah ga.. Wa.Salam Basit |
|
#48
| |||||
| |||||
| Quote:
Ahem Ahem kitni jaldi wassay main samjh rahi the ab kay aap baatein gay s aap nay khud to kaha tha ab main kaho'n ga :-s aur main to use intezar main the par yahaan to story hi khuch or chal rahi hai :yehkya
__________________ Khawab Howay Azaab !! |