It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~**... Mohabbat Kuch Nahee Hooti ...*~ within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Mohabbat Saraab hoti hai.. hum sehraoon mein bastay hain.. kari dhoop mein... meeloon tanha chaltay hain.. payaas barhti rehti hai.. ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Mohabbat Saraab hoti hai.. hum sehraoon mein bastay hain.. kari dhoop mein... meeloon tanha chaltay hain.. payaas barhti rehti hai.. saye pighalnay lagtay hain.. paoon chalni hootay hain.. hum phir bhi chaltay rehtay hain.. kabhi jo girnay lagtay hain.. yeah hum ko thaam laitee hai.. kissi teelay kee aot say.. chup kay taknay lagti hai.. sab kuch bhool jatay hain.. hum iss ke aur barhtay hain... yeah agay barhti rehti hai.. kissi saraab ke tarhaan.. hum jitna paas jatay hain.. yeah utna door hooti hai.. sehra ke karakti dhoop mein .. yeah sahil jaisee lagti hai.. hum is ko apna samajhtay hain.. saraab jaisi yeah mohabbat .. kab kissi ko milti hai.. hum phir bhi iss ke chahat mein.. umar guzara kartay hain....!! Mohabbat khwab hooti hai.. bay khawbi ke thakan say choor ankhain jab.. beenayee khoonay lagti hain.. yeah un ko noor bakhashti hai.. ghani andhairi rahoon mein.. ban jugnoo chamaknay lagtee hai.. diyay see jalnay lagti hai.. loo ko isski thamay hum.. naiee rahoon pay chalnay lagtay hain.. jis manzil ke khooj mein hum.. khud ko bhool jatay hain.. uss ka pata yeah daytee hai.. ankhoon mein deep hazaar.. aa kay yeah jalati hai.. humain humaray honay ka.. ehsaas yeahi dilaati hai.. jaisa hum is ko chahtay hain.. waisa banti jaati hai.......!! Phir youn hoota hai kabhi.. kissi pal jo palak jhapaktay hain.. thookar aisi lagti hai.. sab kuch toot jata hai.. sab manzar he badal jata hai.. pal bhar kay khawb saray.. kirchi kirchi bikhartay hain.. aas kay diyeah ke loo.. thara kay bujh jaati hai.. jungle ke taiz hawain.. anchal ura lay jati hain.. charoon aur ghup andharay.. moun khoolay aa jatay hain.. kirchi kirchi khawb humaray un mein kaheen khoo jatay hain.. door kaheen say kissi bachay ke siskee.. hum ko sunayee daiti hai.. hum ankhain moonday.. haray sab.. us ko bhoolana chahtay hain.. dil ko behlana chahtay hain.. gaiyee mousmoon mein khillay thai jo.. woh adh khilay gulaab saray.. kitaboon mein band kar laitay hain.. ! Par khawb tu jal jaatay hain.. bikhar jatay hain.. mar jaatay hain.. Hum mohabbat kartay hain... Khawb jaisee mohabbatain.. !! Mohabbat Kuch Nahi Hoti.. Yeah hum hain.. jo fasanay ghartay hain.. sehra mein chaltay chaltay thak jatay hain.. tu khud say ik saraab buntayhain.. jab saye pighalnay lagtay hain.. tu chaoon dhoondnay lagtay hain.. kissi zulf ke chahoon.. kissi kay narm lehjay ke phowaar.. kissi shabnami hoont ke nami.. kissi ghazaal ankh ke roshni.. yeah sab saraab.. hum khud buntay hain.. aur jab mohabatoon kay azaab utartay hain.. jab daman jalnay lagtay hain.. hum cheekh partay hain... roonay lagtay hain.. kiyeah chaak garaibaan.. daagh seenay sajaye.. zakham baichnay lagtay hain.. !! Agar Yeah Mohabbat Hai.. Tu Kuch Nahi Hooti Mohabbat... !! !!... Mohabbat Kuch Nahi Hooti... !!
__________________ Baray Udaas Din Hein.. Aur Soogwar Rattein... !! jazboon ka khuda jazba mohabbat naam hai jis ka kaya dhal lafzoon mein sakta hai ? samandar kaya kabhi koi koozay mein samaya hai? |
|
#2
| |||||
| |||||
| @};- nice @};-
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
![]() |
| Tags |
| mohabbat, nahee, hooti |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| dil k behlawey ko ghalib yeh khayal acha hai | Sunehri | Urdu Poet Club | 8 | 04-19-2008 07:44 PM |
| How would You differentiate between Pyaar, Ishq oor Mohabbat???? | mechatronics | Mohabat Kadah | 61 | 03-17-2008 05:32 AM |
| *~`*** main aur tum!!!!!!!!!!******* | THE_QUIET | Nazam | 6 | 02-06-2008 03:23 PM |
| Raye shumari baraye muqabila maah-e-june 2007 | Pehli``Barish | Urdu Writer's Club | 7 | 06-25-2007 09:10 AM |
| ~!~ PoLLing...Question:Mohabbat Andhi Hoti Hai ~!~ | naz | Mohabat Kadah | 10 | 05-28-2007 09:11 AM |