It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on MOhabbat aor Zarurat within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Assalam o alaikum dosto ye mazmoon bohat arsa pehle likha tha, yahan is ko dobara post kerne ka maqsad ye ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Assalam o alaikum dosto ye mazmoon bohat arsa pehle likha tha, yahan is ko dobara post kerne ka maqsad ye he k aap jahan is mein mojood zuban ki khameyon ki nishandahi karein wahan is nazreya-e-mohabbat per bhi tanqeed karein. aap ki aara ka muntazir ![]() ![]()
__________________ Learner ................ |
|
#2
| |||||
| |||||
| Asalam-0-Alyekum... Kaise hain aap Bhai jee ?? Hmmmmmm.... Sochne kay kaye Dar WAA kar diye hain aap ki is tehreer nay waise tu zehan main kaye batain a rahi hain par pehlay jo aik baat main aap se poochna chah raha houn wo kar loun ........ Aap ke is Mazmon ke baad mare zehan main aya hai k Mohabat ki tareef aise bhi tu ki ja sakti hai na ( aap k Mazmon ki Zar-e-asar keh raha houn ) "Insaan Apne NaAsuda Jazboun ki Takmeel K Liye Kisi Dosre Insaan ka Wajoud Talash Karta Hai aur Usi ko Mohabat Ka Naam day daita hai"
__________________ *Apna Khyal Rukhiye Ga Aur Agar Ho Sake Tu Dosrun Ka Bhi* |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#4
| |||||
| |||||
| inaam bhai ![]() aik baar phir aap ki ye tehreer parhi hai aur pehlai sai zayada achi lagi hai har baat ko aap nai bauhat khoobi sai bayaan kiya hai ![]() khush rahiyai ![]()
__________________ |
|
#5
| |||||
| |||||
| ufffffffffffffff inaaaaaaaam bhai itneeeeeeee mushkil bataiNNNNNNNNNNNNNNN sach maiN sar par say guzar gaiN ye tehreer paRh kay andaza hua aap ka mutalla to buhut heeeeeeee zabardst hay veryyyyyyyyy nice ( sar par say guzarnay wali baat mazaqan kahi hay lekin samjhnay maiN waqee mujhay to kafi diqqat hoi )
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#6
| |||||
| |||||
| Achaa aur purmaghaz mazmoon jiss kii jitnii bhee tareef kii jaeyey kam hoo gii aap ney apney mushaidhey sey jo baateyn keyn qabil-e-tahseen heyn 3
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| adaab USTAD E MOHTARAM beri hi umda tehreer hay bilkhasoos misalain kafi sada aur sahal biyaan ki hain.........maira aik masla hay ....ham jab kisi bhi jazbay ko mukhtalif hisso mein pat.tay hein to kiya zaroori hay hay un ki zarurat bhi aik hi rahay ya har tukray ki apni zarurat hojati hay.........yaani sab ki eka'iya mukhtalif ho jaiN????? kiya aisa hona hi chahiay ya aisa hota hay???? sawal shaid gol mool hay per aap samjh gai hooN gain CONFUSION kiya hay ![]()
__________________ koii aasaib hey ta'aluq mein qurb chah ho to fasla ho jaey |
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
Arz ye kay, har insaan mukhtalif hay lihaza har aik kay jazbay ya yun kah lijie jazboon ki shidat bhi mukhtalif hoti hay @};- Misal kay tor par har samundar may bohat si lehrain uthtin hain, magar har lehar ki bulandi aur raftar mukhtalif ... Lahroon ka inhisar gravity & wind par hota hay jo kab kahan aur kitni mikdar may ho... phir dobara ho bhi kay na ho... kon janay... par haan, lahrain rukti nahi... khoo razoor jatin hain @};- |
|
#9
| |||||
| |||||
| hmmek aisa sach jissay insaan buhat dair may wubool karta hay |