It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~*~ Mere Jugnu Meri Khushyaan ~*~apnai dostoon kai naam :) within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Originally Posted by Shagufta Saleem hmmmmmmmmm main nay suna tha k Awais bhai kaafi lambey hain .......tum nay un k ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#41
| |||||
| |||||
| Quote:
aapi jaani kya kar rahi hain awais bhai kasmai mere peechai par jain gai ameen sum ameen haan awais bhai aisai hi hain meri bhi yehi dua hai kai ye hamesha khush rahain ameen sum ameen tauba hai aapi jaani baaz ain kyon mujhe kut parwani hai aap nai aik to bhai jaani waisai hi gussai kai tez hain magar aik baat kahoon i love u me ko bauhat khushi hui ye pyara sa reply dekh kar ![]() khush rahiyai ![]()
__________________ |
|
#42
| |||||
| |||||
| Quote:
khushi hui tumhein tehreer pasand ai kanwal ![]() bauhat khush raho ![]() |
|
#43
| |||||
| |||||
| Quote:
hania ![]() mein nai awais ko un ki baaton sai us kai lehjai sai jana hai kab us ki awaz mein khushi ki khanak hoti hai kab woh bezaar hota hai kaun si cheeze usai dukh daiti hai kaisai pal mein khush hota hai haan ye sab hai awais...kuch laakh baar tootai kisi ko tootnai nahi daita meri khush kismati hai kai ye meri zindagi mein hai aur meri zindagi mein is ka kya makaam hai ye to is sai behtar koi nahi janta agar mein ye kahoon kai meri zindagi bazahir khud awais kai bina kuch adhori si hogi to ye ghalat nahi hoga... is khuloos bhari tareef ka bauhat shukriya bacha ![]() khush raho tum ![]() |
|
#44
| |||||
| |||||
| Quote:
ameen sum ameen zee mein bhi bauhat khush naseeb hon kai ye meri zindagi mein hain khushi hui tumhein tehreer pasand ai bacha ![]() bauhat khush raho tum ![]() |
|
#45
| |||||
| |||||
| Quote:
khushi hui tumhien tehreer pasand ai shonai pehlai jharna ab tum ye keh rahi hoo kyon tum donon nai pitna hai in sai becharai soch rahai hoongai kai ab itnai bhi burhai nahi tum beta thora karo sabar phir dekhna bauhat khush raho sweety ![]() |
|
#46
| |||||
| |||||
| Quote:
buhat acha likha hai aap ne aur meri duiya hai k Allah pak aap k es reshte ko hamesha aise he barqaraar rakhe Ameen :wave1
__________________ Ek Aah Bhari Ho Ghi Hum Ne Na Suni Ho Ghi Jate Jate Tum Ne Awaaz Tu Di Ho Ghi ![]() Sukh Da Koi Saa Na Avey...? |