It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Maa within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Dard hii dard hey,,,,,,,,na khatm hooneyn waala dard,,,,aabla paa ,,,,,sahraa sahraa,,,,,bhataktey bhataktey wehshat sii hooneyn lagii hey,,,,,,,muhabbat bharra har lufz ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [1] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Dard hii dard hey,,,,,,,,na khatm hooneyn waala dard,,,,aabla paa ,,,,,sahraa sahraa,,,,,bhataktey bhataktey wehshat sii hooneyn lagii hey,,,,,,,muhabbat bharra har lufz hii maani khooneyn laga hey,,,,,,,,iss zindagii pey maatam karneyn ko dill karta hey jiss sey uss kii mehrubaan chaoon rooth jaaeyey,,,,,,kia bey basii hey,,,,,laboon pey tabasum naa hassii hey,,,,,,,gumm hoo giyaa hoon khoo giyaa hoon,,,,,,tum sey jo judda hoo giyaa hoon,,,,,,saarii dunyaan deykh lii ,,,,sabhii tumharrii muhabbat key aagey haar gaeyey heyn,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,kiun naheyn tum saa koii,,,,haan,,,,tum saa hey hii naheyn koii,,,,,,,terey binn jism kaa rooaan rooaan roota hey,,,,dard,,,,,haan ,,,,dard hii dard hoota hey,,,,,,,,samjhaoon keysey kissi toor dill naheyn maanta,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,bin terey kuch aur naheyn maangtaa,,,,,,,kitni i hasrat hey key tum mujhey bulla loo,,,,,apnii muhabbat bharrii aaghoosh mein chuppa loo,,,,,,,judda hoo key tum sey baras rahii heyn,,,,,haan maan aankheyn merii,,,,,,tumharii deed ko taras rahii heyn.
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| Aap Ki Tehreer Ka Lafz Lafz Maa'n Jaisi Anmol Hasti Ki Mohabbat Mai'n Dooba Huwa Hay...Mujhay Aap Ki Yeh Tehreer Bouhat Pasand Aai... Barish Ji Nay Is Month '' Maa'n '' Kay Hawalay Say Competition Rakha Hay Aap Apni Yeh Umda Tehreer Us Competition Mai'n Bhi Shaamil Kijiye... Sagar Ji Hamaisha Ki Tarha Aap Nay Sach Likha Owr Umda Likha...Allah Aap Ko Sada Khush Rakhay Aameen... ![]()
__________________ |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| kisi nay sach kaha hay kay "jis ki maan nahi uski chaan nahi" maan to qudrat ka aik aisa anmol tohfa hay jis ka moal poori kainaat ka badal nahi mil sakta, maan ki asal qadr-o-qeemat wohi janta hay jis kay pas maan ki dolat nahi hoti ya jo us ki mamta bhari aaghosh say mahroom hota hay, main to isay maan ki judaai main likha huwa aik pur asar noha hi kahon gi aik ashkbaar tahreer aap ki janib say maan k baray main parhnay ko mili, parh kr dil ashkbar hogay, is tahreer per tabsara krnay k liye meray pas alfaaz mojood nahi hain sada khush rahain ![]()
__________________ ![]() ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| boht hi dil ko cho laynay wali tahreer thi..balkay ye tahreer nahi aik ahsaas tha jo maan ki judaae main ronama huwa or hum tak pohncha,,sagar aap k qalam ki rawani k to hum wesay hi qaael hain,,,,or main bhi is baat say muttafiq hon k is tahreer k baray main tabsara nahi kiya jasakta |