It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on lafz,,,,,,,,maar deytey heyn,,,,,, within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Saara kheyel hii lafzoon kaa hey,,,,,,,,,,,,,,,,, maar bhee deytey heyn,,,,,,,,,,,,zind aggii kissi soch key binaa guzarttii to kitnaa achaa hotta,,,,,,,,,,,,,,, ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [2] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Saara kheyel hii lafzoon kaa hey,,,,,,,,,,,,,,,,, maar bhee deytey heyn,,,,,,,,,,,,zind aggii kissi soch key binaa guzarttii to kitnaa achaa hotta,,,,,,,,,,,,,,, per yeh keysey mumkin hey,,,,,,,,,,,,,namu mkin hey,,,,,,,,,,,,khud ko badalnaa aassan to naheyn hota,,,,,,,,,,,,koi jab kahtaa hey key khud ko badal do,,,,,,,,,,,,to aajeeb saa lagtaa hey,,,,,,,,,,,,ik wahshat sii hotti hey,,,,,,,,,,,,,aur jub koi piyara muhabbat sey kahey,,,,,,,,,,,,,,, ,,,khud ko badal do,,,,,,,,,,,,,,to jeysey maar jaata hoon,,,,,,,,,,,,,,to ot jaata hoon,,,,,,,,,,,,maan a key yeh jumlaa muhabbat o khaloos mein dooba hotta hey,,,,,,,,,,,,,jo bhee kahtaa hey ik humdarddii ik chahat sey kahtaa hey,,,,,,,,,,,,,doos t ban key kahtaa hey,,,,,,,,,,,,,mein too sadda sey doosttii ko tarastaa hoon,,,,,,,,,,,,iss rishtey sey nawaqif thaa,,,,,,,,,,,,ab bohut sey doost heyn merey ,,,,,,,,,,,,,,,samjh atey rahtey heyn,,,,,,,,,,,,,,,b ahlatey rahtey heyn,,,,,,,,,,,uddas s naa honaa,,,,,,,,,khush khush rahnaa,,,,,,,,,,,,,s ab kuch theek ho jaeyey gaa,,,,,,,,,,,,,,iss tarhaa naa rahaa karo ,,,,,,,,,,,,,,,aur ,,,,,,,,,,,khud ko badal do,,,,,,,,,,,,,,,muh abbatoon mein gundhey yeh jumley,,,,,,,,,,,,,, ,,,ab roz miltey heyn,,,,,,,,,,,,,,,, ,,per jab sochtaa hoon to bohut formal sey lagtey heyn,,,,,,,,,,,,,,,i ss soch sey ghinn bhee aattii hey mujhey ,,,,,,,,,,,,,,bohut haqeer saa mahsoos kartaa hoon khud ko,,,,,,,,,,,,,,,,do stii key rishtey sey nabald rahaa hoon,,,,,,,,,,,,,,,, ,inn jumloon kii gahrayey samjhney sey qasir hoon,,,,,,,,,,,,,,pe r apnii sochoon ko lagaam deyney sey bhee qasir hoon,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,kia kahoon,,,,,,,,,,,,,, ,kahaan jaaoon,,,,,,,,,,,,,, iss muhabbat bharey hissar sey bhee mujhey qarrar naheyn,,,,,,,,,,,,,, ,,,mein khud ko keysey badloon,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,mein jo hoon to hoon,,,,,,,,,,,,,,,k eysaa hoon ,,,,,,,,,,,,,,naheyn maloom,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,koi kiaa samjhey gaa,,,,,,,,,,,,,,,,m ein khud ko badal doon,,,,,,,,,,,,ikht eyaar sey bahir hey,,,,,,,,,,,,,,,,, ,koi khud ko bhee badal saktaa hey bhalla,,,,,,,,,,,,,, ,mujh sey to naheyn hotta ,,,,,,,,,,,,kiaa kahoon kissii sey,,,,,,,,,,,,,,,du khh ho gaa,,,,,,,,,,,,,,apn aa dukhh hii itnaa deykh leyaa hey kissi aur ka keysey deykh saktaa hoon,,,,,,,,,,,,,,,p er khud ko badloon keysey,,,,,,,,,,,,,m umkin naheyn,,,,,,,,,,,,,i khteyaar mein naheyn,,,,,,,,,,,,,, ,,phir yeh soch ,,,,,,,,,,,,,,,,,maa r deytii hey,,,,,,,,,,,mein doosttii nibhaana jaantaa hii naheyn,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,iss rishtey sey nabald rahaa hoon,,,,,,,,,,,,,,, /cig
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| Ahmed aap joo keh rahey hoo..woo sahi keh rahey hoo..ham ird gird ki cheezoun ko badal saktey hein laikin khud ko badalna mushkil hai... "Khush rahoo"... yeh dou lafz bouhat sunney ko miltey hein...magar sirf keh dainey sey baat nahin banti... kisi key kehney sey banda khush reh saktaa tou kia hi baat houti... laikin dostoun ka bhi qasoor nahin aakhir ko dost hein.. ![]()
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#3
| |||||
| |||||
| Sach kaha aap nee......... mein isi liye kisi ko itna qareeb nahi aaney deeta na kisi se close huta hoon k wo meri indroni kefiyat ko bhanp kar koi hamdardi bhara jumla kahey..... kyon k uskey khuloos mein koi kami nahi hugi kami hugi tu merey ikhtiyaar mein... aur ikhtiyaar mein ham agay apney hutey tu kya baat thiiiii.......yaad hey na aap ko wo meri baat ahmed ....Band mutthi wali ![]()
__________________ Ager Muhabbat Pe Bharosa Rahe Na Dunya Main To Koi Shakhs Muhabbat Ka Hosla Na Karay Suna Hay Us Ko Muhabbat Dua'in Daiti Hai Jo Dil Pe Chot To Khaye Magar Gila Na Kare |
|
#5
| |||||
| |||||
| sagar .................... jo aap kai sachai dost hoongai na woh aap ko kabhi badalnai ki koshish hi nahi karain gai..dost woh hotai hain jo aap ko aap jaisai hain waisai accept karain..sagar zindagi ko akailai nahi je sakta hai isliyai aitebaar karna seekhain ![]() khush rahain ![]()
__________________ |
|
#6
| |||||
| |||||
| Hmmmm Sagar jee baaat tu aap ne theek ki hay ,, bohat theek ki hay ... sach hay kabhi kissi ka aik kaha huwa lafz bhi maar deta hay ... lekin agar yeh lafz bhi na ho tu .. woh loug jin k paas lafzoun k siwa deney ko kuch nahin hota .. woh kya karein .. kahan jayein ,, apney chand lafzoun se hi ehsaas dilatey hain apney honay ka ... tu kya woh ghalat kartey hain ... haan lekin baat aap ki bhi theek .. khaali lafz khokhaley hi lagtey hay .. un ki qeemat har koi nahin jaan sakta .. khair ..!!!
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#8
| |||||
| |||||
| Quote:
|