It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on khamoshiii within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Mein Chup rehta hoon tu har tahrhan ki khamoshi se door rehta hoon, aman mein rehta hoon aur sunta rehta ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Mein Chup rehta hoon tu har tahrhan ki khamoshi se door rehta hoon, aman mein rehta hoon aur sunta rehta hoon tu mujhey Ilm hasil huta rehta hey. Jo kuch insaan kanoo se sunta hey wo uska huta hey aur jo kuch wo zuban se nikalta hey' wo dosron ka huta hey........ @};-
__________________ Ager Muhabbat Pe Bharosa Rahe Na Dunya Main To Koi Shakhs Muhabbat Ka Hosla Na Karay Suna Hay Us Ko Muhabbat Dua'in Daiti Hai Jo Dil Pe Chot To Khaye Magar Gila Na Kare Last edited by ~Wasi~; 02-04-2004 at 10:34 AM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| Sorry Kharabi ki jagha Khamoshi likh gaya, Likhan Kuch Yoon Tha "Mein Chup rehta hoon tu har tahrhan ki kharabi se door rehta hoon" |
|
#3
| |||||
| |||||
| bolaa karo bhaii apney aap hii sey bool leyaa karo gar chup raho gey to ghutt ghutt key sisaktey rah jaaoo gey,,,,,,,,,,,,,lafz oon ko maaan do,,,,,,,,,,,,,ahtir aam do,,,,,,,,,,,,,,,,ri chaoo doo,,,,,,,,,,,,suljh aoo do,,,,,,,,,,,,,inhey n beyqaboo naa rahney do,,,,,,,,,,,,,,,,la gameyn thaam key jitnaa chahey bolo,,,,,,,,,,,,,ghu ttan sey,chubhan sey bach jaaoo gey,,,,,,,,,,,,ghutt an jeetey jii maar deytii hey,,,,,,,,,,,,sach kahtaa hoon maar deyttii hey,,,,,,,,,,,,,,,, @};-
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
Bhai ji mutthi jab tak band hey laakh ki hey khul jaye tu khaak ki hu jati hey kam bolo hameesha sukhi raho gey mera tu yehi khayal hey na ayesi koi guthan mehsoos huti hey mujhey , na besukoni khamoshi mein bara sukoon hey /yhug |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#6
| |||||
| |||||
| Kaya khoubsoorat baat kee hai sahib.. lutaf aa gaya apna aur paraya.. magar thoora sa ikhtilaaf hai woh yeah kay jo kaha woh tu howa dosroon ka.. par jo dosroon nay kaha woh humara kab howa.. aur jo kaheen kabhi kissi ke kahi pay aap haq maan lain.. loug tu jaan ko he aa jatay hain.. gar aisa hoota jaisa kaya aap nay tu yaqeen maniyeah kabhi kaheen koi bay'wafa na milta.. sab sachay parsa hotay.. ![]()
__________________ Baray Udaas Din Hein.. Aur Soogwar Rattein... !! jazboon ka khuda jazba mohabbat naam hai jis ka kaya dhal lafzoon mein sakta hai ? samandar kaya kabhi koi koozay mein samaya hai? |
|
#7
| |||||
| |||||
| Do chaar lafz keh k mein khamosh ho gaya Woh muskara k boley bohat boltey ho tum Tu aisa bhi hota hay ... dono taraf hi sakoon nahin .. kabhi bol k insaan pachtata hay tu kabhi chup reh k ... beech ki rah ab kaun bataye .. :-s
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#8
| |||||
| |||||
| Yeah Neegar e jahaaN hay SALEEM is mein saab boltay hein magar APNI aawaz sab say aalag rakh sako to ZUBAAN kholna..... boohat pur maghaz aur gehrii baat kahi hay aap nay..... Quote:
__________________ koii aasaib hey ta'aluq mein qurb chah ho to fasla ho jaey |
|
#9
| |||||
| |||||
| Quote:
Wo bhi tu kisi na kisi ka kaha gaya tha tu wo jis jis ne suna uska hua, ab aatey hein is baat par k kaha kya gaya baat y hey k Zaroori nahi k jo kaha gaya wo har shakhs per aik jesa radd-e-amal zahir karey baat k jo zawiyah samney waley per asar andaaz hu kefiyat bhi vesi hi hu gi ![]() ab wo alheda baat hey k kisi k liye gham ka bais hu ya wohi kisi kaliye khushi ka muajjab baney tu janab parsai ka dawa tu mumkin hi nahi, shayad mein apna niqta-e-nazar wazeh na karsaka hoon magar dosron ki kahi gayi baat apni hi huti hey wo alheda baat hey k wo kabhi takleef ka bais banti hey kabhi khushi aur baaz auqat maantey huey bhi nahi mani jati magar agar ye na hu tu "khud fareebi" ka lafz na huta dunya mein @};- |