It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Junoon within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Suno, Meray wajood par rishtoon kay jaalay maat banao, mujhay bikhra hi rahnay do... Meray samnay say apnay jazbat ki ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Suno, Meray wajood par rishtoon kay jaalay maat banao, mujhay bikhra hi rahnay do... Meray samnay say apnay jazbat ki deevar hatao, mujhay hawa honay do !!! Mujhay badgumanio kay jungal pukartay hain... Jahan wehshatain jumbish karti hain...Jahan azabon kay asman say shidat ki bilijian karakti hain... Jahan meri zaat say gahri amawas ki siah raat hay... Jahan thata urati manhoosiyat ka sath hay… Jahan pairon may sooch kay kantay chubtay hain... Jahan hath hakikat ka seena peet peet kar baain kartay hain... Jahan mazi ki bataain kano may thookti hain… Jahan phooti ankhoon say hayat ka lava ristah hay… Jahan zabt kay danton talay zubaan laho lahan hay…Jahan dukhoon kay phunkartay sanp dil ko dastay hain… Jahan jism ki sokhi khaiti may roh ka lasha karhata hay... Jahan tamanaon ko kurbani ki salib detay hain... Jahan mayoosi ki habs may ahsasat dam toor rahay hain… Jahan rastay har pal takdir say munh joor rahay hain… Jahan anay walay ahwal ka zikar mamnoo hay... WAHAN MA HOON AUR BAS MERA JUNOO HAY!!! Last edited by Shokh; 06-03-2005 at 10:17 AM. |
|
#2
| |||||
| |||||
| Asslam-o-Alikum WR WB Bhot umda , really bhot hi khubsuart byaan kya ;;) Gabaar ko bata ta hu :D /zpghh FeamanALlah .blushy |
|
#3
| |||||
| |||||
| Quote:
U /slap me ko na satao... me aaj bohat sari hoon /fuming Me daykh loon gi gabaar ko bhi aur os kay tabaar ko bhi /moujmasti Wah Salam, -shokh |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
Say say pahaly i hope u ll fine , secondly aap sari hui ho thxxxxxxx u accpet it /zpghh :pagal /zpghh /zpghh lalalalallalalalalal lala Ab to gabar ko bto gi to he ll coem , he likes sariyal /zpghh /zpghh /laugh2 FeamanAllah |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
/bhago bhoot aya /jin3 -shokh /khikhi Last edited by Shokh; 06-04-2005 at 11:29 AM. |
![]() |
| Tags |
| junoon |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Naya naya tha hamain bhi junoon parastish ka (Shair) | khurram_83pk | 'Tashna' Alam Taab | 0 | 03-29-2008 05:01 AM |
| Mohabbat kay Junoon Main Aksar Aisa Hota Hai | umair_bantva | Ghazal | 12 | 03-22-2008 10:08 AM |
| Junoon | killakahn | Ghazal | 2 | 02-22-2008 03:14 PM |
| Junoon ... Old | zialight | Poetry on Demand | 9 | 12-25-2007 08:41 AM |
| wohi ishq jo tha kabhi junoon ... | *Moon*Corona* | Ghazal | 8 | 07-23-2007 09:33 AM |