It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Jalo Do Mujhey within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Jala do ye badan..... ye khaak tan..... ye badnuma badan.... ye badguma zehan..... Mujhey Mukti dey do.... Hasti se chutkara ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Jala do ye badan..... ye khaak tan..... ye badnuma badan.... ye badguma zehan..... Mujhey Mukti dey do.... Hasti se chutkara dey koi............ Kisi k paas he wo zehar jiska taryaaq na hu........ Bebasi Aaakhri hadon pe he.......... Zakham ki aziyat jo hameesha aik khaif aawaz suroor ki tarhan mehsoos hui....... aaj bardasht nahi huti........ saans kahin atki hey............. rooh kaha bhatki hey......... mujhey Aazad kardey koi...........Ye saansein....... ayesey andar leeta hoon jesey ...kaanton per kheechta hu koi........jalti reit per jisim ghaseeetey koi........... Mujhey Rehayi dey do.............. Mujehy Aabla pai ka azab nahi saha jata ab......... Mujehy MUKTI dey dey ab ......... O Zindagi k malik............
__________________ Ager Muhabbat Pe Bharosa Rahe Na Dunya Main To Koi Shakhs Muhabbat Ka Hosla Na Karay Suna Hay Us Ko Muhabbat Dua'in Daiti Hai Jo Dil Pe Chot To Khaye Magar Gila Na Kare |
|
#2
| |||||
| |||||
| salman /rose zara batain gai ye aap ko ho kya gaya hai aik dam ![]()
__________________ |
|
#3
| ||
| bhayya qasam khaai hoi hay na meri jaan jalane ki:( likhtey aacha hain per aisa munh basorta na likha karain bas
__________________ merey kum sukhn ka ye hukm tha k kalaam us sey main kam karoo.n merey hont aise seley k phir, meri chup nay us ko rola diya |
|
#4
| |||||
| |||||
| Quote:
Saan na loon kuch ayesi ab dua do mujhey Raat na Beethey, Ghoop andheera, deep samajh kar Sulga do mujhey, Karo reham jala do mujhey.............
__________________ Ager Muhabbat Pe Bharosa Rahe Na Dunya Main To Koi Shakhs Muhabbat Ka Hosla Na Karay Suna Hay Us Ko Muhabbat Dua'in Daiti Hai Jo Dil Pe Chot To Khaye Magar Gila Na Kare |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
Jitney ham dam sabhi tu roothein Farz samajh kar mouka do mujhey qarz samajh kar chuka do mujhey Jala do mujhey Jala do mujhey Meri hasti kis liye basti Merey pyaro phir saza do mujhey Qasam se lillah Bari jalan he aab chirak kar bujha do mujhey khoob jhatak kar sukha do mujhey Bujha k phir se Jala do mujhey Jala do mujhey !!!!!!!
__________________ Ager Muhabbat Pe Bharosa Rahe Na Dunya Main To Koi Shakhs Muhabbat Ka Hosla Na Karay Suna Hay Us Ko Muhabbat Dua'in Daiti Hai Jo Dil Pe Chot To Khaye Magar Gila Na Kare |
|
#6
| |||||
| |||||
| salman.... /y aap ki class na loon thori..... /jin2 kabhi yoon karna kuch kapra , roi, soi , dhaga laina....phir ik maan say ousay si kar.....pyar say roi bhar kar ..ousay putlay ki shakal daina ...koi badshakal kahay ousay , batana kaisa lagta hai?......haan bura....kay pyar aur maan kabhi badsorat rang nahin daitay zindagi ka malik zindagi say pyar karta hai.....wohi pyar say putlay bana kar sanson ki roi say bhar daita hai.......akhir is putlay ki majal kiya kay woh in sanson ka jawaaz dhoondhay? is putlay ki banawat main naqas nikalay? kiya majal jo is ko jalanay ki khiwaish karay? /y yea tou thi class.....tehreer umdah hai kay ous kaayfiaat ka izhar umdah lafzon main kiya.....jis kafiaat say hum sab guzartay hain......kabhi kam kabhi ziada.......kion kay hum sab tehray.......bhatkay putlay..... khush rahain aap hamesha.... @};-
__________________ http://media.santabanta.com/gallery/...0clooney3h.jpg |
|
#7
| |||||
| |||||
| Rehaye apnay bas main kahan hoti hai....@};- Khoobsorat....@};- Khush Rahie Hamesha..... @};-
__________________ ...Meri Bey`Ikhtiyari Tum Ko Ikhtiyar Deyti Hai... ..Key Jab Chaho Bichar Jana, Key Jab Chaho Bhula Dena..! |
|
#8
| |||||
| |||||
| bohat hi bura likha hay.... ![]()
__________________ Soch Ke Be'kinara Sehra MaiN Dhool Urata HaY YaaD Ka MausaM..! |
|
#9
| |||||
| |||||
| Wasi @};- Buhat acha likha...likhte rahoo Hamesha Sada Khush Rahoo Fahad Shabbir
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| jalo, mujhey |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Kia Reh Jaayega...! | itsmefahad | Nazam | 6 | 02-27-2008 06:41 PM |
| Mujhey Aaram Karney Do, Mujhey Abb Mat Sataao Tum | smumair10 | Ghazal | 21 | 02-04-2008 07:45 PM |
| ~!! gUzra hOn Jis Traf Sey Bhi Pathar Lagey mUjhey !!~ | ~ HijR ~ | Ghazal | 10 | 02-02-2008 02:37 PM |
| ~!! Mila hAi Raah Mein Lekin FaQt Ghubaar mUjhey !!~ | ~ HijR ~ | Ghazal | 5 | 09-23-2007 02:41 PM |
| ~!! bOhet Aziz hAin mOtii Yeh ChaShm e Tar Key mUjhey !!~ | ~ HijR ~ | Ghazal | 14 | 08-13-2007 08:03 PM |