It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~* HuKuM-e-Rab'Bi*~ (Qist # 1) within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Asalam-0-Alyekum kaise hain aap sab Dost, Ehbab.... Dostoo yeh koye ROMANI KAHANI nahi hai is liye isse "US" Tanazur main ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Asalam-0-Alyekum kaise hain aap sab Dost, Ehbab.... Dostoo yeh koye ROMANI KAHANI nahi hai is liye isse "US" Tanazur main mat Parh'hiye ga.... aur TAMHEED kuch lambi ho gaye hai main janta houn lekin yeh 'Sayaq-o-Subaq' Kahani ke Kirdaroun main Mad'Gham hone k liye bohut zaroori hai..... Mohabat Qayenat ka Khobsurat tareen Lafz hai. Mohabat Khawa kisi bhi shakal main ho duniya ka Maqadus tareen Jazba hai. Rang Roop badalne say iske husan, iske Taqadus aur iski Kashish par koye Aser nahi padta. Yeh Alamgeer jazba pori Nasal-e-Insaniyet ki Be'Baha meraas hai..........Lekin in sab batoun, Haqeqatoun aur Alfaz ke saath saath yeh baat bhi apni jaga aik ATAL haqeeqat hai k "HUKAM-e-KHUDA'WANDI" ke agay kisi ki majal nahi ke wo kuch bhi kar sake .... yeh Kahani inhi sab batoun par Mabni hai...Yeh aik Taveel Afsana hai is liye mare saath rahiye ga aap ko Lutf bhi aye ga aur Shayed kuch nayi Jehtoun say bhi mian aap ko ROOSHUNAAS karva sakoun ... isse main Eqsat ki shaqal main Paish karoun ga abhi "Pehli Qist" Molahiza kijiye.......... Aap ki Aa'Raa ka muntazir aur Dua'oun ka talib............ KASHIF ZIA
__________________ *Apna Khyal Rukhiye Ga Aur Agar Ho Sake Tu Dosrun Ka Bhi* |
|
#4
| |||||
| |||||
mein abhi is afsanai ki tareef nahi karoongi pura parhnai ka baad karoongi..magar haan aik baat kehna chahoongi bhai kai aap bauhat khoobi sai har baat bayaan kartai hain ![]() agai share kijiyai jaldi sai ![]()
__________________ |
|
#5
| |||||
| |||||
| hmmmmmmmmm zabardast FALAK bhai jaldeeeeeeeeeeeeeeee say dosri qist sand karaiNNNNNNN jaldeeeeeeee sayyyyyyyyy
__________________ samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak |
|
#6
| |||||
| |||||
| achii shrooat heyn bhai likhtey raho khush raho 3
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
| Aik munfarid silsalah shoru karnay kay liye daad kabool kijie @};- Umeed hay kar'amad rahay ga ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| janaab silsila to khoob shuru kiya hai apne... agli iqsat ke muntazir hain ke kahaani dil'chasp maloom hoti hai... ![]() khush rahein..
__________________ ![]() |
|
#9
|