It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Dill bhee pagal tehraa within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Dill bhee pagal tehraa kisi toor sambhaltaa hii naheyn,,,,, laakh bahlaata hoon bahaltaa hii naheyn,,,,saarii anna saarii zidd toor deyta ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | All Albums | Projects | Blogs | Groups | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| ||||
| ||||
| Dill bhee pagal tehraa kisi toor sambhaltaa hii naheyn,,,,, laakh bahlaata hoon bahaltaa hii naheyn,,,,saarii anna saarii zidd toor deyta hey kambakht,,,,,,,ehad kiya tha naheyn milna uss sey baat hii naheyn karnii ,,,,laakh wo bulaeyey bhee too sounna hii naheyn,,,,,,,deykhna hii naheyn,,,,,,per kahaan,,,,,haar jaata hoon dill key aagey jeetna bhee chahoon iss sey too naheyn jeet paata,,, beybass hoo jaata hoon,,,,,saarii dooreyn issey thamma kar peechey peechey hoo leta hoon,,,,kath putlii kii tarhaa nachaata rahta hey ,,,,,,jo kahta hey maan leyta hoon,,, daantta bhee rahta hoon issey rooth bhee jaata hey kabhi kabhii,,,,,phir raha naheyn jaata mannana bhee parta hey ajeeb sii kashmakash mein rakhta hey qarrar sey rahneyn hii naheyn deyta beqarrar hii rakhta hey,,,,,muhabbat bharey lufz kaheyn sey mill jaeyn issey too nihaal hoo jaata hey aysey hii khushii sey qulaqaaryaan maarta hey jeysey kisi bachey ko uss kii manpassand cheez mill jaeyey too khush hoota hey,,,,dukh ranj mein joo yeh toot key bikhrta hey zabt saarey khoo kar joo yeh bilak bilak key roota hey too yeh samjheyey naheyn samjhtaa bahlaeyey naheyn bahltaa,,,,,issey udaasii key bhanwar sey nikalney mein kiitney jatan karney partey heyn,,,,samjh hii naheyn aatii keysey khush rakhoon issey,,,,kahaan sey dhoondh key laoon iss key leyey muhabbateyn.
__________________ ![]() |
|
#2
| ||||
| ||||
| bohat UNCONTROLLED hai aap ka dil achhi nasar likhi aap nay shairana qisam ki flow achha hai aur ilfaaz ka chunao bhi ![]() |
|
#3
| ||||
| ||||
| dil...sada ka ziddi dil............ ![]() very nice sharing,...
__________________ Kuch Aansoo Kuch KhushiyaaN Dey Kar Taal Gaya Jeevan Ka Ik Aur Sunehra Saal Gaya ...!! Meri Zaat Zarra E Bey NishaaN Mera Ishq Naghma E Bey Nawa |
|
#5
| ||||
| ||||
Aap Ki Yeh Tehreer Apni Tamaam Tar Yaasiyat Samait Bouhat Pasand Aai...Feelings Ko Lafzo'n Mai'n Mukammal Towr Par Dhalna Mumkin Amar Nahi But Aap Nay Bouhat Kuch, Bouhat Khush Asloobi Say Lafzo'n Mai'n Paish Kiya... Allah Aap Ko Khushiyo'n Say Hamkinar Rakhay... ...+ )
__________________ |
|
#6
| ||||
| ||||
| Doh ghari'yan ro key chup kar ja'u ..!!! Mil jaye ga sakoon dil ko aur tumhein .. acha likha @};-
__________________ ![]() H'am Woh Saya'h Bakht Hain Tariq! K Shehar Main Jo Kholein Dukan Qaf'an Ki Toh Loag Marna He Chor Dain |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| dill, bhee, pagal, tehraa |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Ajab Pagal Si Larki Thi...!!! | Friend4ever | Nazam | 11 | 10-14-2007 09:27 AM |
| Kuch Kuch Pagal Hotay Hain | msalman | Ashaar - Misc | 13 | 10-07-2007 02:45 AM |
| Hum bhee,tum bhee | SAGARKHAN | Urdu Poet Club | 11 | 06-19-2007 10:23 PM |
| Pagal Pakro or Sudhaao Organization :p | Pepsi Khan | Gup Shup | 321 | 06-05-2007 01:26 PM |
| Nazm-Aik larka pagal pagal sa!!!!! | junkifunki | Urdu Poet Club | 29 | 05-23-2007 01:15 AM |