It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Chan sey,,,,,,,,, within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Apnaa samjhoon kissey apnaa kahoon kissey,,,,,,,,chahta a hey dill key koi her lamhaa saath rahey khayaal rakhey mera khusboo ban ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Apnaa samjhoon kissey apnaa kahoon kissey,,,,,,,,chahta a hey dill key koi her lamhaa saath rahey khayaal rakhey mera khusboo ban key tahleel hoo jaeyey rag o pey mein,,,,,per ajeeb dunyaa hey hoslaa subhii deytey heyn per chaltaa saath koi bhee naheyn rah sub hii dikhaatey heyn per,,,,,,,,hmmm ajeeb aadat hoo gaeyey hey ab too likhta hoon lamhaa bhar koo shaant hoo jaata hoon sountaa hoon sub kii sarshaar hoo jaata hoon muhabbatoon bharrey lahjey mein koi samjhata hey too dil o jaan sey ussi kaa hoo jaata hoon per jub,,,,,,,,,naheyn kahoon gaa kuch bhee,,,,,,,,adhoora hoon adhoorii baateyn hii karta rahtaa hoon mukamal too kuch bhee naheyn hey naa naa hii kabhii koi hoo saktaa hey ,,,,,,ussey lafzoon mein nazmoon mein tarashtaa rahtaa hoon,,,,,,,,hawaoon mein,fizaoon mein ,phooloon mein ,khushboon mein,rangoon mein mousmoon mein gharz qudrat key her shahkaar mein talashtaa rahtaa hoon per,,,,,,jaaneyn keysey merey hii khwaab reeza reeza kiyoon hoo jaatey heyn chan sey toot jaatey heyn@};-
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| bohat hoob..........
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#3
| |||||
| |||||
| acha likha hai .... khawab to hotay he tootnay kay liay hain ... khawabon ke dunia main rahnay walay haqeeqat ka samna karnay say yeah to dartay hain ... yeah jaan bhooj kar katra jatay hain .... aysay main haqeeqat jub apnay puray zoor say afshaan hotii hai to sub kuch bikhar jata hai .... toot jata hai ..... pata nahi ku phir bhi insaan khawabon ke dunia main rahna chahta hai yeah jantay howay bhi kay yeah haqeeqat ka roop kabhi nahi lay saktay .... inn k muqadar sirf tootna hai .... jo haqeeqat ko jaan kar bhi moun phair lain unn ko kia kaha jai ... kia sath diya jai ... jub wo khudi apnay par zulm kar rahay hon .... khudi ko bina kissi waja kay saza day rahay hon.... sath dainay walay bohat kum hotay hain ... aur shaid aap ko milay bhi hon .... magar aap pehchan he na sakay hon /rose khush rahiya /rose
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#4
| |||||
| |||||
| lala /hug2 khuwab na tootein to kiya totey /hug2 tootney wali cheezein hein , hum antey hein ,inhein totna he hota hey ,magr phir bhe sajay jatey hein ... acha likha hey ..khosh rahein @};- ) |
|
#6
| |||||
| |||||
| khaub hotey hain dekhney key liye in main ja kar magar raha na karo@};- khush rahain bohat sara @};-
__________________ Kuch Aansoo Kuch KhushiyaaN Dey Kar Taal Gaya Jeevan Ka Ik Aur Sunehra Saal Gaya ...!! Meri Zaat Zarra E Bey NishaaN Mera Ishq Naghma E Bey Nawa |
|
#7
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ ![]() |
|
#9
| |||||
| |||||
| Khawab adhooray sahi khawab saharay to hain Sagar ji...bohat hi dil se likha lagta hai..bohat umdah tehreer hai....(y) wafa aur dua ke saath withlove @};-
__________________ ![]() .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN....... |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| chan |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| fareb-e-husn sey muslmaN ka chalan bigra | Aisha Baig | Aatish Haider Ali | 1 | 07-20-2008 12:40 AM |
| AnkhouN se teri chan kay... | creative_sign | Ashaar - Misc | 4 | 10-17-2007 07:27 AM |
| ChohdweeN da chan | *AA* | Ashaar - Misc | 6 | 10-16-2007 04:49 PM |