It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Bila unwaan within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Kitnaa taqseem hoo chukka hoon kitneyn hissoon mein batt chukka hoon naheyn jaanta,,,,,,sach yahi hey key apnii shakhseyat khoo chukka ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Kitnaa taqseem hoo chukka hoon kitneyn hissoon mein batt chukka hoon naheyn jaanta,,,,,,sach yahi hey key apnii shakhseyat khoo chukka hoon,,,,,,khud ko dhoondhtey dhoondhtey khoojtey khoojtey thak giya hoon haar giyaa hoon,,,,,,,sab kuch jaantey boojhtey phir unhii khaar khaar muhabbatoon key taaqub mein jaa raha hoon jin kii paadaash mein yeh jilawatani yeh dar badarii kaat raha hoon,,,,,,,milna hey kisi sey un sey jin key wajood ka hissa hoon,,,,,,jin key hukum sey dar badar bhatak raha hoon un key bina kaheyn sakoon naheyn qarrar naheyn ,,,,yeh aankheyn jinhoon neyn kabhii aansou deykhey hii naa they itna rooeyn heyn key aansou hii naheyn bachey sab kuch sahta challa giya waaqeyey soch aati hey insaan bohut sakht jaan hey,,,,,,itna key har gham har dukh sah jaata hey,,,,,,un sey milna na milna mouqadar kii baat hey imtehaan hey zindagii aik na khtam hooneyn waala musalsal imtehaan,,,,,,jaaney n aagey kia kia kuch likha giya hey naheyn jaanta,,,,,,per koshish haan koshish naheyn choorni mehnat naheyn choorni aur ALLAH jee kisi kii mehnat zaaya naheyn kartey yehi emaan hey mera,,,,,,har waqt apneyn dukhoon ka roona roota rahta hoon kabhii naheyn deykhta key merey RUB ney mujh pey kitney karam kar rakhey hey kia kia ginoon koi had o hisaab hii naheyn,,,,,,aaj poora din aik aayat-e-quraani parhta raha hoon,,,,.jiss ka tarjuma hey. Aur Apneyn Rub Kii Koun Koun Sii Neyamatoon Ko Tum Jhutlaoo Gey.
__________________ ![]() |
|
#2
| |||||
| |||||
| Allah bohat bara hai wo kisi ko us ki berdasht say ziada dukh nahin deta.............. |
|
#3
| |||||
| |||||
| beyshak,,,,,,,bilkul sach kaha,,,,,,parhneyn kaa saraahneyn ka tah-e-dill sey mamnoon hoon,,,,,,,khush raheyey sadda@};-
__________________ ![]() |
|
#4
| |||||
| |||||
| boht achi tahreer thi , Sagar sahab aap nay boht khubsurti say khud kalami ko afsanwi rang diya hay or jis terha ka anjaam diya hay aap nay wo boht hi acha raha. shuro main bilkul bhi andaza na hova k baat is rukh per jaaiy gi, bayshak hum log naimton ko jhutlatay hain, itni aasudgi k bawajood bhi pareshani ka rona rotay hain jo kufran-e-naimat hay. share karny ka bahat shukriya yonhe likhty rahain ![]()
__________________ ![]() ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
Geo Khan Jee
__________________ ISS LIAY KOI ZIADAA NAHI RUKKTA HAI YAHAN....... LOWG KEHTAY HEIN MERAY DIL PE TERA SAYA HAI ! |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ ![]() |
|
#7
| |||||
| |||||
|
__________________ ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
Apni Socho'n Ko, Apnay Jazbaat Ko Daera-e-Tehreer Mai'n Lana Bhi Kitna Mushkil Ho Jata Hay...Yahi Lagta Hay Kay Ham Say Kuch Na Kaha Gaya...Ham Say Kuch Na Likha Gaya...Sagar Ji Aap Ki Khud Kalaami Ka Tasalsul Owr Tehreer Ki Sachaai Nay Bouhat Mutassir Kiya...Allah Rabb.Ul.Izzat Aap Ki Her Jaaiz Khuahish Poori Kartay Huway Her Mushkil Ko Asaan Bana Day...Aameen...Aap Ki Mazeed Tehreero'n Ka Wait Rahay Ga...![]()
__________________ |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| bila, unwaan |
| Thread Tools | |
| |
LinkBacks (?)
LinkBack to this Thread: http://www.hallagulla.com/urdu/urdu-writers-club-86/bila-unwaan-145893.html | ||||
| Posted By | For | Type | Date | |
| Untitled document | This thread | Refback | 04-11-2007 07:18 PM | |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Bila Unwaan | Shagufta Basit | Zehra Nigah | 6 | 03-11-2008 10:20 PM |
| Bila' unwaan | Aaina | N M Rashid | 10 | 03-11-2008 09:43 PM |
| Bila unwaan | Ham | Urdu Writer's Club | 12 | 02-08-2007 08:52 PM |
| Bila unwaan | SAGARKHAN | Urdu Poet Club | 7 | 11-05-2006 07:26 PM |
| BiLa unwaan :) | ~Biya~ | Urdu Writer's Club | 29 | 01-06-2006 11:14 PM |