It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on **Apni awaz suna ke jo wo jaan-e-ghazal gayee** within the Urdu Writer's Club forums, part of the Urdu Adab category; Salamz @};- kuch din aap sab se door reh ker dekha...magar raha na gaya...iss liye ik baar phir se hazir ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Salamz @};- kuch din aap sab se door reh ker dekha...magar raha na gaya...iss liye ik baar phir se hazir hon...abb to lagta hai shayad aap logon se mulaqat ka bahana hai ... isi liye likhta hoon...bohat shukria aap sab logon ke pyar ka... @};- aaj mudato'n baad ik awaz suni...to aisay laga ke jaisay sehra main barson ke baad barish ki ik bond gari ho....aur phir se kuch umeed jagi ho...bus be-ikhtayar ho ker kuch ulta seedha likh dala...kabhi waqt milay to parhiye ga zaroor Uss ki aawaz jo kaan par jaye Meri aankhon mein jaan par jaye wafa aur dua ke saath withlove @};- Apni aawaz suna ke jo wo jaan-e-ghazal gayee! Apni aawaz suna ke jo wo jaan-e-ghazal gayee aisa laga ke jaisay dunia hi badal gayee aisa laga ke sab ne hi uska pata maanga aisa laga ke deewana wo ker ke mehfil gayee aisa laga ke sab hi usay chahaney lagay aisa laga ke le wo sabke jaan-o-dil gayee aisa laga ke jaisay koi bheid pa lia aisa laga ke khlish-e-musalsal,nikal gayee aisa laga ke khoyee huyee raah mil gayee aisa laga ke zindagi ker mukamal gayee aisa laga ke fiza main naghmay bikher gaye aisa laga ke urra ke hawa aanchal gayeee aisa laga ke khushboo ne koi phool choom lia aisa laga ke koi kali dil mein khil gayeee aisa laga ke dil ko bhi qarar aa gaya aisa laga ke khusi abb janib-e-dil gayee aisa laga ke pyasay ko daria nazar aaya aisa laga ke khoyee manzil hi mil gayeee aisa laga ke her shay pe nikhaar aa gaya aisa laga ke gard-e-safar thi jo dhul gayee aisa laga ke zehn-o-dil roshan se ho gaye aisa laga ke socho'n main mithaas ghul gayee aisa laga ke safar abb khatam ho gaya aisa laga ke mojj sahil-ba-sahil gayeee aisa laga ke yaado'n ka koi karwaa'n chala aisa laga ke puljhari koi sukh ki chal gayeee aisa laga ke aanay wali kal haseen hai aisa laga ke ronay wali apni kal gayeee aisa laga ke shafaa ke koi hawa chali aisa laga ke beemaro'n ki sab mushkil gayee aisa laga ke zindagi ko sab ne pukara hai aisa laga ke arzo-ey margg pal pal gayeee aisa laga ke sehra ki bhi pyas bujh gayee aisa laga ke sehra ki umeed-e-baadal gayee aisa laga ke sehar abb honay hi wali hai aisa laga ke sham-e-hijar, nikal gayeee aisa laga ke bujhtay diye bhi roshan huye aisa laga ke shama-e-mohabat phir se jal gayee aisa laga ke dukh bhi sab muskuraye hain aisa laga ke moj-e-ghum khushi main dhal gayee .___________________ ___________________. .....Ji Rahey Hain Kamal Kertey Hain.....
__________________ ![]() .......JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN....... |
|
#2
| |||||
| |||||
| bey ikhtiyari mein kaafi acha likh dala hai...godd work ,keep it up!
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#3
| |||||
| |||||
| bouhat umdah withlove.......... likhtay rahain aur yoonhi share kartay rahain..........![]() khush rahiyay ga...../rose
__________________ http://media.santabanta.com/gallery/...0clooney3h.jpg |
|
#4
| |||||
| |||||
| [quote=withlove]Salamz @};- kuch din aap sab se door reh ker dekha...magar raha na gaya...iss liye ik baar phir se hazir hon...abb to lagta hai shayad aap logon se mulaqat ka bahana hai ... isi liye likhta hoon...bohat shukria aap sab logon ke pyar ka... @};- aaj mudato'n baad ik awaz suni...to aisay laga ke jaisay sehra main barson ke baad barish ki ik bond gari ho....aur phir se kuch umeed jagi ho...bus be-ikhtayar ho ker kuch ulta seedha likh dala...kabhi waqt milay to parhiye ga zaroor Uss ki aawaz jo kaan par jaye Meri aankhon mein jaan par jaye wafa aur dua ke saath withlove @};- Apni aawaz suna ke jo wo jaan-e-ghazal gayee! Apni aawaz suna ke jo wo jaan-e-ghazal gayee aisa laga ke jaisay dunia hi badal gayee aisa laga ke sab ne hi uska pata maanga aisa laga ke deewana wo ker ke mehfil gayee aisa laga ke sab hi usay chahaney lagay aisa laga ke le wo sabke jaan-o-dil gayee aisa laga ke jaisay koi bheid pa lia aisa laga ke khlish-e-musalsal,nikal gayee aisa laga ke khoyee huyee raah mil gayee aisa laga ke zindagi ker mukamal gayee aisa laga ke fiza main naghmay bikher gaye aisa laga ke urra ke hawa aanchal gayeee aisa laga ke khushboo ne koi phool choom lia aisa laga ke koi kali dil mein khil gayeee aisa laga ke dil ko bhi qarar aa gaya aisa laga ke khusi abb janib-e-dil gayee aisa laga ke pyasay ko daria nazar aaya aisa laga ke khoyee manzil hi mil gayeee aisa laga ke her shay pe nikhaar aa gaya aisa laga ke gard-e-safar thi jo dhul gayee aisa laga ke zehn-o-dil roshan se ho gaye aisa laga ke socho'n main mithaas ghul gayee aisa laga ke safar abb khatam ho gaya aisa laga ke mojj sahil-ba-sahil gayeee aisa laga ke yaado'n ka koi karwaa'n chala aisa laga ke puljhari koi sukh ki chal gayeee aisa laga ke aanay wali kal haseen hai aisa laga ke ronay wali apni kal gayeee aisa laga ke shafaa ke koi hawa chali aisa laga ke beemaro'n ki sab mushkil gayee aisa laga ke zindagi ko sab ne pukara hai aisa laga ke arzo-ey margg pal pal gayeee aisa laga ke sehra ki bhi pyas bujh gayee aisa laga ke sehra ki umeed-e-baadal gayee aisa laga ke sehar abb honay hi wali hai aisa laga ke sham-e-hijar, nikal gayeee aisa laga ke bujhtay diye bhi roshan huye aisa laga ke shama-e-mohabat phir se jal gayee aisa laga ke dukh bhi sab muskuraye hain aisa laga ke moj-e-ghum khushi main dhal gayee .___________________ ___________________. .....Ji Rahey Hain Kamal Kertey Hain.....[/QUOte beikhtiyaar koi aisey bhi likhta hai aur vvo bhi itna accha ye mein ne aaj jaana @};- BOHAT KHOOB @};- Dil mein ik lehar si utthee hai abhi koi taza hawa chali hai abhi shor barpa hai khaanaye dil mein koi deewaar si girri hai abhi ..... khush rahiye green meadows
__________________ |
|
#5
| |||||
| |||||
| Quote:
wafa aur dua ke saath withlove @};- |
|
#6
| |||||
| |||||
| Quote:
![]() Ambreen ji...kafi dino se aap ki bohat hi aziz dost aur bohat hi achi sahira kanwal ji nazar nahi aayen...wo kharait se hein na ... unki khidmat mein mera salam dijiye ga...apna khayal rakhiye ga wafa aur dua ke saath withlove @};- |
|
#7
| |||||
| |||||
| [ beikhtiyaar koi aisey bhi likhta hai aur vvo bhi itna accha ye mein ne aaj jaana @};- BOHAT KHOOB @};- Dil mein ik lehar si utthee hai abhi koi taza hawa chali hai abhi shor barpa hai khaanaye dil mein koi deewaar si girri hai abhi ..... khush rahiye green meadows[/quote] Greenmeadows ji....aap ne jo khaloos aur mohabbat bhrijhi hai ... uske liye main aap ka jitna shukria ada keron utna hi kum hai...aap ki pasend'deedgi ka bohat shukria...umeed hai aap ayenda bhi isi tarah khaloos aur mohabbat bheijhti rahen gi.... ![]() meri taraf se ye rakh lijiye ga... @};- Tamam umr ki aawagi per bhari hai wo ik raat jo teri yaad mein guzari hai wafa aur dua ke saath withlove @};- |
|
#8
| |||||
| |||||
| |