Re: ~*~ Parayaa .. ~*~ | | aksar aisa hota hai kay paraye apnon say zyada apnay ho jatay hain ... paraye say woh kuch kaha jaa sakta hai jo hum apnon say nahin keh paatay .... aur jo apnon ko paraya kar dain ... woh khud .. khud say paraaye hotay hain .... apnay paraaye ki pehchaan nahin hoti unhain .... qadar nahin hoti unhain .....
Again Awais ... you write so pure straight from your heart .... beautiful @};- |