Quote:
|
Originally Posted by mr romeo zarrah nawaazi ka shukriya 0:-), array agar aap jaise ustad honge to kaun kaafir shagird bane ga, ohhhh mera matlab hai nahi bane ga /dontspeak waise kia hakoomat ne "ustadon" ke hasool-e-sehat pe pabandi laga rakkhi hai kia? /eating |
nahein hasool-i-sehat pay aisi waisy koi pabandi nahein....magar yeh to na ho kay ustaad neechay kharra sookh raha ho aor pata chalay kay shagird hazrat saier karnay gaiye hovay hain ya kachay aam torrnay ya kisi or mohim pay.....agar chapa parr gaya to meri to ho gai na CHHUTI....hahahahha