Quote:
|
Originally Posted by danmurfi /aoa
hamarey khayalat abhi tak hamarey zehn mein hi hain...koshish to kar rahey hain ke alfaz ka libada aurh kar nikal aayein par.... baharhaal dekhtey hain kya soorat banti hai
Allah hafiz |
walekumAssalam
koi baat nahin we r waiting keep trying ............kabhi to over flow hongay zehan say .........bas tab computer kay paas hi raheay ga typing kay leay /blush6
Allah HAfiz :flower