Re: lafz,,,,,,,,maar deytey heyn,,,,,, | |
Hmmmm Sagar jee baaat tu aap ne theek ki hay ,, bohat theek ki hay ... sach hay kabhi kissi ka aik kaha huwa lafz bhi maar deta hay ... lekin agar yeh lafz bhi na ho tu .. woh loug jin k paas lafzoun k siwa deney ko kuch nahin hota .. woh kya karein .. kahan jayein ,, apney chand lafzoun se hi ehsaas dilatey hain apney honay ka ... tu kya woh ghalat kartey hain ... haan lekin baat aap ki bhi theek .. khaali lafz khokhaley hi lagtey hay .. un ki qeemat har koi nahin jaan sakta .. khair ..!!!
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |