Thread
:
khamoshiii
View Single Post
#
9
02-05-2004, 09:18 AM
~Wasi~
What comes next ecstacy?
Join Date: Aug 2003
Location: Dubai-U.A.E
Posts: 1,966
Country:
Tutorials:
0
Thanks: 0
Thanked 1 Time in 1 Post
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power:
471
Awards Showcase
Total Awards
: 1
Re: khamoshiii
permalink
Quote:
Originally Posted by
Basit
Kaya khoubsoorat baat kee hai sahib.. lutaf aa gaya apna aur paraya.. magar thoora sa ikhtilaaf hai woh yeah kay jo kaha woh tu howa dosroon ka.. par jo dosroon nay kaha woh humara kab howa.. aur jo kaheen kabhi kissi ke kahi pay aap haq maan lain.. loug tu jaan ko he aa jatay hain.. gar aisa hoota jaisa kaya aap nay tu yaqeen maniyeah kabhi kaheen koi bay'wafa na milta.. sab sachay parsa hotay..
Hazrat Jab aap maantey hu k jo kaha wo hua dosron ka tu jo suna wo apna maanney mein kya muzaiqa he
Wo bhi tu kisi na kisi ka kaha gaya tha tu wo jis jis ne suna uska hua,
ab aatey hein is baat par k kaha kya gaya
baat y hey k Zaroori nahi k jo kaha gaya wo har shakhs per aik jesa radd-e-amal zahir karey baat k jo zawiyah samney waley per asar andaaz hu kefiyat bhi vesi hi hu gi
ab wo alheda baat hey k kisi k liye gham ka bais hu ya wohi kisi kaliye khushi ka muajjab baney
tu janab parsai ka dawa tu mumkin hi nahi, shayad mein apna niqta-e-nazar wazeh na karsaka hoon magar dosron ki kahi gayi baat apni hi huti hey wo alheda baat hey k wo kabhi takleef ka bais banti hey kabhi khushi aur baaz auqat maantey huey bhi nahi mani jati magar agar ye na hu tu "khud fareebi" ka lafz na huta dunya mein @};-
__________________
Ager Muhabbat Pe Bharosa Rahe Na Dunya Main
To Koi Shakhs Muhabbat Ka Hosla Na Karay
Suna Hay Us Ko Muhabbat Dua'in Daiti Hai
Jo Dil Pe Chot To Khaye Magar Gila Na Kare
~Wasi~
View Public Profile
Find all posts by ~Wasi~