Re: Muqabla_e_Afsancha | | /aoa
wow kya zabardast muqabala shruu kiya hai aap ney, ham bhi dekhein kay hamarey writers takhayyul kay ghorey kahan kahan dauratey hein...its great kyonkey mazaah ki kuchh kami si mehsoos ho rahi thi... I'll be waiting for the contributions
Allah hafiz
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay
Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |