salaam naina
hakeekat bayaan ki hai aap nai...wakai zindagi mein kai aisai loog hotai hain jinhaan hum bata hi nahi patai kai woh hamarai liyai kya hain..lekin abhi bhi dair nahi hui hai...jo aap nai likha hai dil sai likha hai...abhi bhi waqt aap kai hath mein hai aap batain un ko balkai un kai paas chali jain...
khush raha karain :
1.gif)