Quote:
Originally Posted by love Fete yeh Aik Safar hay Khawab k Dareecho'n main gumshudda haqeeqat, Zindgi hasil or la hasil ka majmooa'a hay, hum jo Hasil karna chahty hain Woh duniya hay, hawas humhain Khawab dikhati hay or haqeeqat ka roop dharti hay , Aap ka yeh Khawab Aik haqeeqat hay. Acha likha aap nai, yeh har jism ki kahani hay jo aap nai Be daikhiii, |
Thanks alot

har jism ki yehi kahani hai bilkul theek kaha aap ne...hamari hawas ka shajar bohat tanawar ho chuka hai jabhi hum gumrahi men ja parey hein....hamara anjaam

hey ya

hum waqei nei jantey ya shayed janana nehin chahtey........

ada ngel
May Allah bless us all