Re: phir aagaye wahin pe chale the jahan se ham | | mohabbat ki raah par chalna sikha gaya ban ke shama mujhe wo jalna sikha gaya the khwab reza reza har khwab dhundla tha khwabon se zindagi ko sajana sikha gaya aata nahi tha koi mohabbat ka harf bhi hasti ko meri ghazle mohabbat sikha gaya In raaz ulfaton se na ashna the kal tak har raaz mohabbat ka ham ko sikha gaya mohabbat hi aarzoo hai mohabbat hi justujoo hai khamosh magar meetha nagma sikha gaya |