Re: kya is safar ka koi unt hai? | | jee haan is ka aant hai roz-e-akhrat jab Khuda sab hesaab kitaab beraber ker dey ga tab naik amal kernay walay hameash ke lea janat aur buray amal kernay walay doozakh mein jaien gaya ye Quran ki tafseer hai aur as a muselman hum is baat se inkar neigh ker saktay is lea humien chahieay ke hum naik amal keian aur is safar ka anjam ba-khair ho Amin. |