Re: Dil jahaN tha ...wahaN dard he dard hai...! | | kanwal jee mashAllah bohat hi khobsurat tehrer hai aap ki............
kamal likhti hain aap...............
aap ki agli tehrer ka intazaar rahay ga...........
Allah aap k hunar ko tarakki day.....
sada hush rahain..........Alla h hafiz
__________________ jo rukay to koh-e-giraan thay hum, jo chalay to jaan se guzer gaye rah-e-yaar hum nay qadam qadam tujhay yaadgaar bana diya |