Re: ...Da'r E Kaaba... | | Dar-e-kaaba.. JazakAllah.. RABB-e-kainat ke dar se wabastagi yaqeenan hamari nijaat ka wahid zariya hai.. aap ke qalam ne eik lamhay ke liye bhi humen dar se uthnay na dia.. ye aap ki kamyaabi hai.. aap ki aqeedat ka umdah andaaz pasand aaya.. fun ki eik aur serhi charhnay per bohat si mubarakbaad aap ki khidmat mein.. Allah aap ki fiker ko mazeed bulandi aur soch ko aur bhi gehrai aata farmaye.. Aameen.. wafa aur dua ke saath
withlove 
__________________ Signature Removed - Image exceeds 650 px by 350 px
Last edited by withlove; 10-13-2007 at 10:01 AM.
|